सोचा था प्यार हम ना करेंगे
सोचा था प्यार हम ना करेंगे
सूरत पे यार हम ना मरेंगे
फिर भी किसी पे दिल आ गया
सोचा था प्यार …
बहुत ख़ाक़ दुनिया की छानी थी हमने
अब तक किसी की न मानी थी हमने -2
धोखे में दिल कैसे आ गया
सोचा था प्यार …
यहाँ तक तो आये थे दामन बचा के
जा न सके फिर तेरे दर पे आ के -2
जादू मोहब्बत का छा गया
सोचा था प्यार …
अगर दिल न देते बड़ा नाम करते
मगर प्यार में बड़ा काम करते -2
दिल को यही काम भा गया
सोचा था प्यार …
sochā thā pyār ham nā kareṅge
sūrat pe yār ham nā mareṅge
phir bhī kisī pe dil ā gayā
sochā thā pyār …
bahut khāq duniyā kī chhānī thī hamne
ab tak kisī kī na mānī thī hamne -2
dhokhe meṅ dil kaise ā gayā
sochā thā pyār …
yahāṇ tak to āye the dāman bachā ke
jā na sake phir tere dar pe ā ke -2
jādū mohabbat kā chhā gayā
sochā thā pyār …
agar dil na dete baṛā nām karte
magar pyār meṅ baṛā kām karte -2
dil ko yahī kām bhā gayā
sochā thā pyār …