kumār: (yādeṅ banīṅ parchhāīyāṇ
chāroṅ taraf haiṅ tanhāīyāṅ sanam) -2
āg meṅ dabā jaise dhuāṇ
hai yahī hamārī dāstāṇ
alkā: yādeṅ banīṅ parchhāīyāṇ
chāroṅ taraf haiṅ tanhāīyāṅ sanam
āg meṅ dabā jaise dhuāṇ
hai yahī hamārī dāstāṇ
kumār: yādeṅ banīṅ parchhāīyāṇ
kumār: kyā kareṅ ham bhalā o bevjah sī lagtī ziṅdgī
alkā: tum vajah ḍhūṇḍh lo ziṅdgī meṅ āegī khuśhī
kumār: kah rahī haiṅ kyā khāmośhiyāṇ
alkā: dūriyāṇ raheṅ nā darmiyāṇ
kumār: yādeṅ banīṅ parchhāīyāṇ
kumār: jo khudā ho khafā hāṇ ādmī kare to kyā kare
alkā: kyā tumheṅ hai patā vaqt sāre zakhmoṅ ko bhare
kumār: jal gayā hamārā āśhiyāṇ
alkā: ham nayā basāeṅge jahāṇ
kumār: yādeṅ banīṅ parchhāīyāṇ
chāroṅ taraf haiṅ tanhāīyāṅ sanam
alkā: yādeṅ banīṅ parchhāīyāṇ
chāroṅ taraf haiṅ tanhāīyāṅ sanam
kumār: āg meṅ dabā jaise dhuāṇ
hai yahī hamārī dāstāṇ
alkā: āg meṅ dabā jaise dhuāṇ
hai yahī hamārī dāstāṇ