So jaa chup ho jaa ... kaahe mere raajaa tujhe

सो जा चुप हो जा ... काहे मेरे राजा तुझे
Year
Language

सो जा चुप हो जा -4
कु: काहे मेरे राजा तुझे निंदिया न आए -2
daddy तेरा गा के तुझे लोरियाँ सुनाए

अ: काहे मेरे राजा …
mummy तेरी गा के तुझे लोरियाँ सुनाए
काहे मेरे राजा …

तू मेरी जान है दिल का टुकड़ा
हर घड़ी निहारती हूँ मैं तेरा मुखड़ा
कु: तू मेरी जान है दिल का टुकड़ा
हर घड़ी निहारता हूँ मैं तेरा मुखड़ा
काहे मेरे राजा …

आसमां छत तेरा धरती बिछौना
पेड़ों की ये डालियाँ हैं तेरा खिलौना
आसमां छत तेरा …
पवन आके तुझे झूले में झुलाए
काहे मेरे राजा …

एक दिन आएगी किश्ती किनारे
ज़िन्दगी गुज़ार देंगे तेरे सहारे
एक दिन आएगी …
ममता की ले तुझे बाँहों में बुलाए
काहे मेरे राजा …

so jā chup ho jā -4
ku: kāhe mere rājā tujhe niṅdiyā na āe -2
daddy terā gā ke tujhe loriyāṇ sunāe

a: kāhe mere rājā …
mummy terī gā ke tujhe loriyāṇ sunāe
kāhe mere rājā …

tū merī jān hai dil kā ṭukaṛā
har ghaṛī nihārtī hūṇ maiṅ terā mukhaṛā
ku: tū merī jān hai dil kā ṭukaṛā
har ghaṛī nihārtā hūṇ maiṅ terā mukhaṛā
kāhe mere rājā …

āsmāṅ chhat terā dhartī bichhaunā
peṛoṅ kī ye ḍāliyāṇ haiṅ terā khilaunā
āsmāṅ chhat terā …
pavan āke tujhe jhūle meṅ jhulāe
kāhe mere rājā …

ek din āegī kiśhtī kināre
zindgī guzār deṅge tere sahāre
ek din āegī …
mamtā kī le tujhe bāṇhoṅ meṅ bulāe
kāhe mere rājā …