So gaye hain kho gaye hain dil ke afsaane

सो गये हैं खो गये हैं दिल के अफ़साने
Work
Year
Language

सो गये हैं खो गये हैं दिल के अफ़साने

कोई तो आता फिर से कभी इन को जगाने

साँस भी लेती हैं जो कठपुतलियाँ

उनकी भी थामे है कोई डोरियाँ

आँसुओं में भीगी हैं ख़ामोशियाँ

दिल पे एक परछाई है लहराई सी

आरज़ू मेरी है एक अंगड़ाई सी

इक तमन्ना है कहीं शर्माई सी

सो गये हैं खो गये हैं दिल के अफ़साने
कोई तो आता फिर से कभी इन को जगाने

ज़िंदगि है फिर नये इक मोड़ पर

जायें अब चाहे जहाँ ये रहगुज़र

मेरी मंज़िल तो है मेरा हमसफ़र
%(म्य देस्तिनतिओन इस म्य फ़ेल्लोव त्रवेल्लेर)

so gaye haiṅ kho gaye haiṅ dil ke afsāne

koī to ātā phir se kabhī in ko jagāne

sāṇs bhī letī haiṅ jo kaṭhputliyāṇ

unkī bhī thāme hai koī ḍoriyāṇ

āṇsuoṅ meṅ bhīgī haiṅ khāmośhiyāṇ

dil pe ek parchhāī hai lahrāī sī

ārazū merī hai ek aṅgaṛāī sī

ik tamannā hai kahīṅ śharmāī sī

so gaye haiṅ kho gaye haiṅ dil ke afsāne
koī to ātā phir se kabhī in ko jagāne

ziṅdgi hai phir naye ik moṛ par

jāyeṅ ab chāhe jahāṇ ye rahguzar

merī maṅzil to hai merā hamasafar
%(my destintion is my fellov trveller)