सो गया ये जहाँ सो गया आसमाँ
(सो गया ये जहां सो गया आसमान - 2
सो गयी है सारी मन्ज़िलें
ओ सारी मन्ज़िलें सो गया है रस्ता
सो गया ये जहां सो गया आसमान ) - 2
(रात आई तो वो जिनके घर थे
वो घर को गये सो गये
रात आई तो हम जैसे आवारा
फिर निकले राहों में आ खो गये ) - 2
इस गली उस गली इस नगर उस नगर
जायें भी तो कहाँ जाना चाहें अगर
ओ सो गयी है सारी मन्ज़िलें
ओ सारी मन्ज़िलें सो गया है रस्ता
सो गया ये जहां सो गया आसमान - 2
कुछ मेरी सुनो कुछ अपनी कहो
हो पास तो ऐसी चुप ना रहो
हम पास भी हैं और दूर भी हैं
आज़ाद भी हैं मजबूर भी हैं
क्यूँ प्यार का मौसम बीत गया
क्यूँ हमसे ज़माना जीत गया
हर घड़ी मेरा दिल गम के घेरे में है
ज़िंदगी दूर तक अब अन्धेरे में है
अन्धेरे में है, अन्धेरे में है
ओ सो गयी है सारी मन्ज़िलें
ओ सारी मन्ज़िलें सो गया है रस्ता
सो गया ये जहां सो गया आसमान - 2
(so gayā ye jahāṅ so gayā āsmān - 2
so gayī hai sārī manzileṅ
o sārī manzileṅ so gayā hai rastā
so gayā ye jahāṅ so gayā āsmān ) - 2
(rāt āī to vo jinke ghar the
vo ghar ko gaye so gaye
rāt āī to ham jaise āvārā
phir nikle rāhoṅ meṅ ā kho gaye ) - 2
is galī us galī is nagar us nagar
jāyeṅ bhī to kahāṇ jānā chāheṅ agar
o so gayī hai sārī manzileṅ
o sārī manzileṅ so gayā hai rastā
so gayā ye jahāṅ so gayā āsmān - 2
kuchh merī suno kuchh apnī kaho
ho pās to aisī chup nā raho
ham pās bhī haiṅ aur dūr bhī haiṅ
āzād bhī haiṅ majbūr bhī haiṅ
kyūṇ pyār kā mausam bīt gayā
kyūṇ hamse zamānā jīt gayā
har ghaṛī merā dil gam ke ghere meṅ hai
ziṅdgī dūr tak ab andhere meṅ hai
andhere meṅ hai, andhere meṅ hai
o so gayī hai sārī manzileṅ
o sārī manzileṅ so gayā hai rastā
so gayā ye jahāṅ so gayā āsmān - 2