Siyaaraam, rang-rang kee chunree pyaaree

सियाराम, रंग-रंग की चुनरी प्यारी
Year
Language


श्री सियाराम, श्री सियाराम
सियाराम, सियाराम, सियाराम

ओय रंग-रंग की चुनरी प्यारी ये फुलवारी
मस्त हवा में उड़ा ना उड़ा ना
मस्त हवा में उड़ा ना

ओय रंग-रंग की चुनरी प्यारी ये फुलवारी
मस्त हवा में उड़ा ना उड़ा ना
मस्त हवा में उड़ा ना

हो
रंग साथ को कुछ नहीं जाये -2
सब रह जाये पाप नगरिया पानी

अरे पाप नगरिया पानी

है आज साथ तू कर ले मन को
धुँधलेपन को
जीवन बहता पानी
जीवन बहता पानी

बुझा दिल की अगन, रहे अपनी लगन, बना धरती गगन
तेरा गूँजेगा घर घर तराना, तराना, तराना
सियाराम, सियाराम, सियाराम्

o
śhrī siyārām, śhrī siyārām
siyārām, siyārām, siyārām

oy raṅg-raṅg kī chunrī pyārī ye phulvārī
mast havā meṅ uṛā nā uṛā nā
mast havā meṅ uṛā nā

oy raṅg-raṅg kī chunrī pyārī ye phulvārī
mast havā meṅ uṛā nā uṛā nā
mast havā meṅ uṛā nā

ho
raṅg sāth ko kuchh nahīṅ jāye -2
sab rah jāye pāp nagriyā pānī

are pāp nagriyā pānī

hai āj sāth tū kar le man ko
dhuṇdhlepan ko
jīvan bahtā pānī
jīvan bahtā pānī

bujhā dil kī agan, rahe apnī lagan, banā dhartī gagan
terā gūṇjegā ghar ghar tarānā, tarānā, tarānā
siyārām, siyārām, siyārām