Title (Indic)कौन समझेगा ... दिल आने के ढन्ग निराले हैं WorkSingaar Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music Khurshid Anwar Performer Surinder Kaur Writer Nakshab LyricsHindiकौन समझेगा किसे समझाऊँ दिल की बात ये समझने का फ़साना है ना समझने की बात दिल आने के ढन्ग निराले हैं दिल आने के ढन्ग -2 दिल से मजबूर सब दिलवाले हैं दिल आने के ढन्ग दिल आने के ढन्ग निराले हैं दिल आने के ढन्ग ( कभी अंखियाँ मिलाने पे आता है दिल कभी अंखियाँ बचाने पे आता है दिल ) -2 वोही अंखियों जिन्हें हमसे मतलब नहीं उन्हीं अंखियों के हम मतवाले हैं दिल आने के ढन्ग दिल आने के ढन्ग निराले हैं दिल आने के ढन्ग ( उनको देखा तो दुनिया बदलने लगी नज़रें बहकीं तबीयत मचलने लगी दिल की धड़कन इशारों पे चलने लगी ) -2 बड़ी हिम्मत से क़ाबू में रखा है दिल बड़ी मुश्किल से होश सम्भाले हैं दिल आने के ढन्ग दिल आने के ढन्ग निराले हैं दिल आने के ढन्ग् Englishkaun samjhegā kise samjhāūṇ dil kī bāt ye samajhne kā fasānā hai nā samajhne kī bāt dil āne ke ḍhang nirāle haiṅ dil āne ke ḍhang -2 dil se majbūr sab dilvāle haiṅ dil āne ke ḍhang dil āne ke ḍhang nirāle haiṅ dil āne ke ḍhang ( kabhī aṅkhiyāṇ milāne pe ātā hai dil kabhī aṅkhiyāṇ bachāne pe ātā hai dil ) -2 vohī aṅkhiyoṅ jinheṅ hamse matalab nahīṅ unhīṅ aṅkhiyoṅ ke ham matvāle haiṅ dil āne ke ḍhang dil āne ke ḍhang nirāle haiṅ dil āne ke ḍhang ( unko dekhā to duniyā badalne lagī nazreṅ bahkīṅ tabīyat machalne lagī dil kī dhaṛkan iśhāroṅ pe chalne lagī ) -2 baṛī himmat se qābū meṅ rakhā hai dil baṛī muśhkil se hośh sambhāle haiṅ dil āne ke ḍhang dil āne ke ḍhang nirāle haiṅ dil āne ke ḍhang