Title (Indic)कोई रोके उसे और ये कह दे कुछ अपनी निशानी देता जा WorkSindoor Year1947 LanguageHindi Credits Role Artist Music Khemchand Prakash Performer Ameerbai Writer Qamar Jalalabadi LyricsHindi( कोई रोके उसे और ये कह दे कुछ अपनी निशानी देता जा ) -2 गर ये भी तुझे मन्ज़ूर नहीं तो याद भी अपनी लेता जा मीरा की ज़ुबाँ चुप है लेकिन आँखें रो-रो कर ये कहती हैं ( जिस दिल को तड़पता छोड़ चला उस दिल के तुकड़े लेता जा ) -2 मैं मिट जाऊँ तो मिट जाऊँ -2 तू शाद रहे आबाद रहे -2 ( ओ जाने वाले ठहर ज़रा इस दिल की दुआयें लेता जा ) -2 कोई रोके उसे और ये कह दे कुछ अपनी निशानी देता जा English( koī roke use aur ye kah de kuchh apnī niśhānī detā jā ) -2 gar ye bhī tujhe manzūr nahīṅ to yād bhī apnī letā jā mīrā kī zubāṇ chup hai lekin āṇkheṅ ro-ro kar ye kahtī haiṅ ( jis dil ko taṛaptā chhoṛ chalā us dil ke tukaṛe letā jā ) -2 maiṅ miṭ jāūṇ to miṭ jāūṇ -2 tū śhād rahe ābād rahe -2 ( o jāne vāle ṭhahar zarā is dil kī duāyeṅ letā jā ) -2 koī roke use aur ye kah de kuchh apnī niśhānī detā jā