सिलसिला ये चाहत का ना मैने बुझने दिया हो हूँ
त न न न त धूम
मौसम ने ली अंग्ड़ाई आई आई
लहरा के बरखा फिर छाई छाई छाई
झोंका हवा का आएगा ये दिया बुझ जाएगा
सिलसिला ये चाहत का ना मैने बुझने दिया हो हूँ
पिया ये दिया
ना बुझा है ना बुझेगा मेरी चाहत का दिया
मेरे पिया अब आजा रे मेरे पिया ओ मेरे पिया
इस दिये के संग जल रहा है मेर रोम रोम और जिया
अब आजा मेरे पिया ओ मेरे पिया
त न न न धूम त
फ़ासला था दूरी थी था जुदाई का आलम
इन्तज़ार में नज़रें थीं और तुम वहाँ थे
झिलमिलाती जगमगाती खुशियों में झूम कर
और यहाँ जल रहे थे हम
फिर से बादल गरजा है गरज गरज के बरसा है
झूम के तूफ़ाँ आया है पर तुझको बुझा नहीं पाया है
ओ पिया ये दिया
चाहें जितना सताये तुझे ये सावन
ये हवा और ये बिजलियाँ
मेरे पिया हो मेरे पिया
त न न न धूम त
देखो ये पगली दीवानी दुनिया से है ये अंजानी
झोंका हवा का आएगा और इसका पिया संग लाएगा
ओ पिया अब आजा मेरे पिया ओ मेरे पिया
सिलसिला ये चाहत का …
ओ पिया ये दिया
ऐ पिया ऐ पिया ऐ पिया
ta na na na ta dhūm
mausam ne lī aṅgṛāī āī āī
lahrā ke barkhā phir chhāī chhāī chhāī
jhoṅkā havā kā āegā ye diyā bujh jāegā
silsilā ye chāhat kā nā maine bujhne diyā ho hūṇ
piyā ye diyā
nā bujhā hai nā bujhegā merī chāhat kā diyā
mere piyā ab ājā re mere piyā o mere piyā
is diye ke saṅg jal rahā hai mer rom rom aur jiyā
ab ājā mere piyā o mere piyā
ta na na na dhūm ta
fāslā thā dūrī thī thā judāī kā ālam
intazār meṅ nazreṅ thīṅ aur tum vahāṇ the
jhilmilātī jagamgātī khuśhiyoṅ meṅ jhūm kar
aur yahāṇ jal rahe the ham
phir se bādal garjā hai garaj garaj ke barsā hai
jhūm ke tūfāṇ āyā hai par tujhko bujhā nahīṅ pāyā hai
o piyā ye diyā
chāheṅ jitnā satāye tujhe ye sāvan
ye havā aur ye bijliyāṇ
mere piyā ho mere piyā
ta na na na dhūm ta
dekho ye paglī dīvānī duniyā se hai ye aṅjānī
jhoṅkā havā kā āegā aur iskā piyā saṅg lāegā
o piyā ab ājā mere piyā o mere piyā
silsilā ye chāhat kā …
o piyā ye diyā
ai piyā ai piyā ai piyā