सिली हवा छू गई, सिला बदन छिल गया
सिली हवा छू गई, सिला बदन छिल गया
नीली नदी के परे, गिला सा चाँद खिल गया
तुमसे मिली जो जिन्दगी, हमने अभी बोई नहीं
तेरे सिवा कोई न था, तेरे सिवा कोई नहीं
जाने कहा कैसे शहर, ले के चला ये दिल मुझे
तेरे बगैर दिन ना जला, तेरे बगैर शब ना बुझे
जितने भी तय करते गए, बढ़ते गए ये फासले
मीलों से दिन छोड़ आए, सालों सी रात ले के चले
silī havā chhū gaī, silā badan chhil gayā
nīlī nadī ke pare, gilā sā chāṇd khil gayā
tumse milī jo jindgī, hamne abhī boī nahīṅ
tere sivā koī na thā, tere sivā koī nahīṅ
jāne kahā kaise śhahar, le ke chalā ye dil mujhe
tere bagair din nā jalā, tere bagair śhab nā bujhe
jitne bhī tay karte gae, baṛhte gae ye phāsle
mīloṅ se din chhoṛ āe, sāloṅ sī rāt le ke chale