Title (Indic)ज़िंदगी है प्यार से, प्यार में बिताये जा WorkSikandar Year1941 LanguageHindi Credits Role Artist Music Mir Saheb Music Rafiq Ghaznavi Performer Khan Mastana Writer Pt. Sudarshan LyricsHindiज़िंदगी है प्यार से, प्यार में बिताये जा हुस्न के हुज़ूर पे अपना दिल लुटाये जा अपना सर झुकाये जा ज़िंदगी है एक रात, प्यार उस में है चिराग़ ये चिराग़ जितनी देर जल सके जलाये जा रौशनी लुटाये जा ज़िंदगी है एक बाग़, प्यार इस में है बहार उस में आँख का ख़ुमार डाल कर मिलाये जा शौक़ से पिलाये जा ज़िंदगी है एक जुआ, दूर से देखता है क्या आगे बढ़ कर अपनी जान, दाव पर लगाये जा हँसके मात खाये जा ज़िंदगी जुनून है जुनून से निभाये जा तु अपने अज़्म को ख़ुदा-ए-ज़िन्दगी बनाये जा आस्माँ पे छाये जा हुस्न है शबाब है, वक़्त लाजवाब है मैं भी चेहचहा उठूँ, तू भी चेहचहाये जा बन्सरी बजाये जा Englishziṅdgī hai pyār se, pyār meṅ bitāye jā husn ke huzūr pe apnā dil luṭāye jā apnā sar jhukāye jā ziṅdgī hai ek rāt, pyār us meṅ hai chirāġh ye chirāġh jitnī der jal sake jalāye jā rauśhnī luṭāye jā ziṅdgī hai ek bāġh, pyār is meṅ hai bahār us meṅ āṇkh kā khumār ḍāl kar milāye jā śhauq se pilāye jā ziṅdgī hai ek juā, dūr se dekhtā hai kyā āge baṛh kar apnī jān, dāv par lagāye jā hṇske māt khāye jā ziṅdgī junūn hai junūn se nibhāye jā tu apne azam ko khudā-e-zindgī banāye jā āsmāṇ pe chhāye jā husn hai śhabāb hai, vaqt lājvāb hai maiṅ bhī chehachhā uṭhūṇ, tū bhī chehachhāye jā bansrī bajāye jā