श्याम तेरी बन्सी पुकारे राधा नाम
लोग करे मीरा को यूँ ही बदनाम
साँवरे की बन्सी को बजने से काम
राधा का भी श्याम वो तो मीरा का भी श्याम
जमना की लहरें बन्सीबट की छैया
किसका नहीं है कहो कृष्ण कन्हैया
श्याम का दीवाना तो सारा ब्रिजधाम
लोग करे मीरा को यूँ ही बदनाम
कोन जाने बाँसुरिया किसको बुलाए
जिसके मन भाए वो उसीके गुन गाए
कोन नहीं बन्सी की धुन का गुलाम
राधा का भी श्याम वो तो मीरा का भी श्याम
श्याम तेरी बन्सी पुकारे राधा नाम
Work
Year
Language
śhyām terī bansī pukāre rādhā nām
log kare mīrā ko yūṇ hī badnām
sāṇvre kī bansī ko bajne se kām
rādhā kā bhī śhyām vo to mīrā kā bhī śhyām
jamnā kī lahreṅ bansībaṭ kī chhaiyā
kiskā nahīṅ hai kaho kṛṣhṇ kanhaiyā
śhyām kā dīvānā to sārā brijdhām
log kare mīrā ko yūṇ hī badnām
kon jāne bāṇsuriyā kisko bulāe
jiske man bhāe vo usīke gun gāe
kon nahīṅ bansī kī dhun kā gulām
rādhā kā bhī śhyām vo to mīrā kā bhī śhyām