श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम्
श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम
लोग करें मीरा को यूँ ही बदनाम
साँवरे की बंसी को बजने से काम
राधा का भी श्याम वोतो मीरा का भी श्याम
1) जमुना की लहरें बंसीबट की छैयां
किसका नहीं है कहो कृष्ण कन्हैया
श्याम का दीवाना तो सारा बृज धाम
लोग करें मीरा को …
2) कौन जाने बाँसुरिया किसको बुलाए
जिसके मन भाए वो उसी के गुण गाए
कौन नहीं बंसी की धुन का गुलाम
राधा का भी …
śhyām terī baṅsī pukāre rādhā nām
log kareṅ mīrā ko yūṇ hī badnām
sāṇvre kī baṅsī ko bajne se kām
rādhā kā bhī śhyām voto mīrā kā bhī śhyām
1) jamunā kī lahreṅ baṅsībaṭ kī chhaiyāṅ
kiskā nahīṅ hai kaho kṛṣhṇ kanhaiyā
śhyām kā dīvānā to sārā bṛj dhām
log kareṅ mīrā ko …
2) kaun jāne bāṇsuriyā kisko bulāe
jiske man bhāe vo usī ke guṇ gāe
kaun nahīṅ baṅsī kī dhun kā gulām
rādhā kā bhī …