हाय क्या पूछते हो दर्द किधर होता है
हाय क्या पूछते हो दर्द किधर होता है
एक जगह हो तो बता दूं कि इधर होता है
कभी चढ़ता है इधर से तो उतरता है उधर से
चलता फिरता ही रहा करता है नाज़ुक तन पे
कहीं दिखता नहीं महसूस मगर होता है
हाय क्या पूछते हो …
हाथ आता नहीं पकड़ा तो फिसल जाता है
इतना ज़ालिम है कलेजे को मसल जाता है
जान ले लेगा मेरी मुझको ये डर होता है
हाय क्या पूछते हो …
तुम तो नादान हो ये क्या जानो क्या होता है
हाय ये दर्द जवानी का बुरा होता है
तुम जहां हाथ लगाते हो वहां होता है
हाय क्या पूछते हो …
hāy kyā pūchhte ho dard kidhar hotā hai
ek jagah ho to batā dūṅ ki idhar hotā hai
kabhī chaṛhtā hai idhar se to utartā hai udhar se
chaltā phirtā hī rahā kartā hai nāzuk tan pe
kahīṅ dikhtā nahīṅ mahsūs magar hotā hai
hāy kyā pūchhte ho …
hāth ātā nahīṅ pakaṛā to phisal jātā hai
itnā zālim hai kaleje ko masal jātā hai
jān le legā merī mujhko ye ḍar hotā hai
hāy kyā pūchhte ho …
tum to nādān ho ye kyā jāno kyā hotā hai
hāy ye dard javānī kā burā hotā hai
tum jahāṅ hāth lagāte ho vahāṅ hotā hai
hāy kyā pūchhte ho …