शोला शोला तू भड़के ... मिलाएं ज़रा अन्दाज़ अपना अपना
शोला शोला तू भड़के दिल बन बन के हम धड़के
देखो दिलबर जानां मौसम है क्या मस्ताना
ओ जान-ए-वफ़ा मिलाएं ज़रा अन्दाज़ अपना अपना
शोला शोला हम भड़के …
कभी शोला कभी शबनम तुम्हारा भी है क्या कहना
कभी तूफ़ां कभी कुछ कम तुम्हारा भी है क्या कहना
तुम तुम मेरे लिए तुम तेरे लिए हम तो क्या ग़म
शोला शोला हम भड़के …
तेरी उल्फ़त तेरी चाहत हमारी ज़िंदगानी है
तुझे देखा तुझे पाया यही हमारी कहानी है
तुम तुम मेरे लिए तुम …
śholā śholā tū bhaṛke dil ban ban ke ham dhaṛke
dekho dilbar jānāṅ mausam hai kyā mastānā
o jān-e-vafā milāeṅ zarā andāz apnā apnā
śholā śholā ham bhaṛke …
kabhī śholā kabhī śhabnam tumhārā bhī hai kyā kahnā
kabhī tūfāṅ kabhī kuchh kam tumhārā bhī hai kyā kahnā
tum tum mere lie tum tere lie ham to kyā ġham
śholā śholā ham bhaṛke …
terī ulfat terī chāhat hamārī ziṅdgānī hai
tujhe dekhā tujhe pāyā yahī hamārī kahānī hai
tum tum mere lie tum …