तगिना धिनक धिन नगा धिन
कुड़ी बड़ी है सोणी सोणी कि बड़ी मनमोहणी
तू प्यार नाल तक मुंड्या तक मुंड्या
नच के भंगड़ा पाके तड़क फट्टे चक मुंड्या
थाम ले बहियां इसकी ये है तेरे दिल की चाबी
यार न बच के जाने पाए जवां कुड़ी पंजाबी
मेरी बिल्लो तू कहां जाएगी
जहां जाएगी इसे पाएगी
तगिना धिनक धिन …
रूप नगर की रानी मीठी मीठी बातें बोल
यहां है तेरा आशिक़ अब दिल का दरवाज़ा खोल
तेरी आँखों का ये दीवाना है
सारी दुनिया से अनजाना है
तगिना धिनक धिन …
taginā dhinak dhin nagā dhin
kuṛī baṛī hai soṇī soṇī ki baṛī manmohṇī
tū pyār nāl tak muṅḍyā tak muṅḍyā
nach ke bhaṅgaṛā pāke taṛak phaṭṭe chak muṅḍyā
thām le bahiyāṅ iskī ye hai tere dil kī chābī
yār na bach ke jāne pāe javāṅ kuṛī paṅjābī
merī billo tū kahāṅ jāegī
jahāṅ jāegī ise pāegī
taginā dhinak dhin …
rūp nagar kī rānī mīṭhī mīṭhī bāteṅ bol
yahāṅ hai terā āśhiq ab dil kā darvāzā khol
terī āṇkhoṅ kā ye dīvānā hai
sārī duniyā se anjānā hai
taginā dhinak dhin …