चली चली रे गोरी चली बलखाई के
चली चली चली रे गोरी चली बलखाई के
गोरे गोरे मुखड़े पे घुंघटा गिराए के
हाँ कजरा लगाई के गजरा सजाई के
चूड़ी खनकाई के मुझे तड़पाई के
ओ ज़रा हल्लू से पल्लू सरकाईयो
गोरी जिया ना जलाइयो
ओ कहीं और जाके इसक लड़ाइयो
मोसे नज़र ना मिलाइयो
चली चली रे …
कोई संग ना सहेली कहां जाएगी अकेली
ज़रा इधर पलट जा
ऐ पलट रे
ओ चाहे जाऊँ जहाँ जाऊँ तेरे संग नहीं आऊँ
चल पीछे हट जा
अरे हट परे तू
ओ दिल की घंटी न ऐसे टुनटुनाइयो
भोंपू यहां ना बजाइयो
ज़रा हल्लू से पल्लू …
ओ जा रे जा रे हरजाई मेरी होगी रुसवाई
तेरा जाएगा भी क्या
अच्छा तुझे दूंगा नहीं धोखा कर ले मेरा तू भरोसा
ऐसे मुझे न तड़पा
ओ मेरी बाहों में आके झूल जाइयो
अरे आइयो कि झूल जाइयो
मटक मटक ना सताइयो
ऐ कहीं और जाके इसक …
chalī chalī chalī re gorī chalī balkhāī ke
gore gore mukhaṛe pe ghuṅghṭā girāe ke
hāṇ kajrā lagāī ke gajrā sajāī ke
chūṛī khankāī ke mujhe taṛpāī ke
o zarā hallū se pallū sarkāīyo
gorī jiyā nā jalāiyo
o kahīṅ aur jāke isak laṛāiyo
mose nazar nā milāiyo
chalī chalī re …
koī saṅg nā sahelī kahāṅ jāegī akelī
zarā idhar palaṭ jā
ai palaṭ re
o chāhe jāūṇ jahāṇ jāūṇ tere saṅg nahīṅ āūṇ
chal pīchhe haṭ jā
are haṭ pare tū
o dil kī ghaṅṭī na aise ṭunṭunāiyo
bhoṅpū yahāṅ nā bajāiyo
zarā hallū se pallū …
o jā re jā re harjāī merī hogī rusvāī
terā jāegā bhī kyā
achchhā tujhe dūṅgā nahīṅ dhokhā kar le merā tū bharosā
aise mujhe na taṛpā
o merī bāhoṅ meṅ āke jhūl jāiyo
are āiyo ki jhūl jāiyo
maṭak maṭak nā satāiyo
ai kahīṅ aur jāke isak …