amī: har din hai nayā
ha hā hā hā ha hā
har din hai nayā, har rāt nirālī hai
aśho: tū hai dil meṅ to roz dīvālī hai
amī: har din hai nayā
aśho: ha hā hā hā ha hā
sunsān ghanā jaṅgal
amī: man hai ḍar se chaṅchal -2
aśho: o chaṅchal nadiyā, tū pyāse ke pās kahāṇ āī
chaṅchal nadiyā, tū pyāse ke pās kahāṇ āī
amī: nadiyā ko pyāse piyā kī
aśho: prīt bulā lāī
jaṅgal kī ḍagriyā kāṇṭoṅ vālī hai
amī: tū hai dil meṅ to roz dīvālī hai
har din hai nayā
aśho: rāt khilī kī, ?? chāṇd sī sundar
pyār bharī tum kaun
tum kaun -2
amī: maiṅ terī dīvānī -2
prem bhī pā re, ?? bole śhikāre,
bhed bhare tum kaun -2
aśho: maiṅ rājā, tum rānī, tum rānī
amī: bharpūr chaman hai rut matvālī hai
aśho: tū hai dil meṅ to roz divālī hai
amī: o ho o o o o
ho gaur kiyā to or ??
ho gaur kiyā to pyārā hai kālī ??
aśho: tum ho merī āṇkhoṅ kī ujiyālī
amī: chupke-chupke bāteṅ hotīṅ, chupke hotā pyār
chupke hotā pyār
aśho: isī tarah anjān meṅ bantā hai nayā saṅsār
amī: ā ā
do: bantā hai nayā saṅsār
ham do paṅchhī bas ek hī ḍālī hai
tū hai dil meṅ to roz dīvālī hai
har din hai nayā