Title (Indic)जिस करनी से मालिक रूठे ... ओ माटी के पुतले WorkSheroo Year1957 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Mohammad Rafi Writer Kaif Irfani LyricsHindiजिस करनी से मालिक रूठे कभी न कर वो काम कभी न ले तू किसी से बदला तेरा बदला लेंगे राम ओ माटी के पुतले इतना न कर तू ग़ुमान पल भर का तू मेहमान ओ माटी के पुतले … तूने प्रभू को धन में ढूँढा कभी न अपने मन में ढूँढा भूल गया माया के बंदे तुझ में बसे भगवान ओ माटी के पुतले … मालिक से कुछ छुपा नहीं है कौन है जग में कैसा मालिक तो है प्यार का भूखा लोग चढ़ाएँ पैसा धन के लोभी ये ना जानें क्या माँगे भगवान ओ माटी के पुतले … जग है वो ही बनाने वाला तू है कौन मिटाने वाला छोड़ दे उसपे सारी बातें ओ मूरख इन्सान ओ माटी के पुतले … Englishjis karnī se mālik rūṭhe kabhī na kar vo kām kabhī na le tū kisī se badlā terā badlā leṅge rām o māṭī ke putle itnā na kar tū ġhumān pal bhar kā tū mehmān o māṭī ke putle … tūne prbhū ko dhan meṅ ḍhūṇḍhā kabhī na apne man meṅ ḍhūṇḍhā bhūl gayā māyā ke baṅde tujh meṅ base bhagvān o māṭī ke putle … mālik se kuchh chhupā nahīṅ hai kaun hai jag meṅ kaisā mālik to hai pyār kā bhūkhā log chaṛhāeṇ paisā dhan ke lobhī ye nā jāneṅ kyā māṇge bhagvān o māṭī ke putle … jag hai vo hī banāne vālā tū hai kaun miṭāne vālā chhoṛ de uspe sārī bāteṅ o mūrakh insān o māṭī ke putle …