Title (Indic)जिधर देखता हूँ ... अगर तेरी दुनिया में WorkSheroo Year1957 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Mohammad Rafi Writer Kaif Irfani LyricsHindiजिधर देखता हूँ उधर हैं अँधेरे सवेरा कहाँ है ओ भगवान मेरे अगर तेरी दुनिया में ये ग़म रहेंगे तो फिर तेरी दुनिया में क्या हम रहेंगे अगर तेरी दुनिया … हैं तेरे जहाँ में कहीं तो बहारें कहीं उठ रहीं है ग़मों की पुकारें यही ज़िन्दगी है तो क्या ख़ुश रहेंगे अगर तेरी दुनिया … ना इतना सता तुझे हम बता दें ये आहों के शोले ना तुझको जला दें बता कब तलक़ ये सितम हम सहेंगे अगर तेरी दुनिया … रहेगा सितम का अगर ये अँधेरा तो मिट जाएगा नाम दुनिया से तेरा है मालिक भी झूठा सभी ये कहेंगे अगर तेरी दुनिया … Englishjidhar dekhtā hūṇ udhar haiṅ aṇdhere saverā kahāṇ hai o bhagvān mere agar terī duniyā meṅ ye ġham raheṅge to phir terī duniyā meṅ kyā ham raheṅge agar terī duniyā … haiṅ tere jahāṇ meṅ kahīṅ to bahāreṅ kahīṅ uṭh rahīṅ hai ġhamoṅ kī pukāreṅ yahī zindgī hai to kyā khuśh raheṅge agar terī duniyā … nā itnā satā tujhe ham batā deṅ ye āhoṅ ke śhole nā tujhko jalā deṅ batā kab talaq ye sitam ham saheṅge agar terī duniyā … rahegā sitam kā agar ye aṇdherā to miṭ jāegā nām duniyā se terā hai mālik bhī jhūṭhā sabhī ye kaheṅge agar terī duniyā …