शीशे से पी, या पैमाने से पी
(शीशे से पी, या पैमाने से पी
या मेरी आँखों के मैख़ाने से पी
पर पी दीवाने, ख़ुशी से जी दीवाने) -2
शीशे से पी, या पैमाने से पी
(हुस्न खड़ा है तेरी राहों में
डाल दे बाहें ज़रा बाहों में) -2
रात सुहानी है, बहकी जवानी
पी ले निगाहों ही निगाहों में
(जान ले आँखों के इशारों को
लूट ले दुनिया की बहारों को) -2
मैं हूँ सनम तेरी
तुझको क़सम मेरी
छेड़ ले तू भी दिल के तारों को
(देख ये घड़ी फिर ना आयेगी
ज़ुल्फ़ों की घटा फिर ना छायेगी
बात समझ मेरी
कल ये उमर तेरी
मौसम की तरह बीत जायेगी
(śhīśhe se pī, yā paimāne se pī
yā merī āṇkhoṅ ke maikhāne se pī
par pī dīvāne, khuśhī se jī dīvāne) -2
śhīśhe se pī, yā paimāne se pī
(husn khaṛā hai terī rāhoṅ meṅ
ḍāl de bāheṅ zarā bāhoṅ meṅ) -2
rāt suhānī hai, bahkī javānī
pī le nigāhoṅ hī nigāhoṅ meṅ
(jān le āṇkhoṅ ke iśhāroṅ ko
lūṭ le duniyā kī bahāroṅ ko) -2
maiṅ hūṇ sanam terī
tujhko qasam merī
chheṛ le tū bhī dil ke tāroṅ ko
(dekh ye ghaṛī phir nā āyegī
zulfoṅ kī ghaṭā phir nā chhāyegī
bāt samajh merī
kal ye umar terī
mausam kī tarah bīt jāyegī