शीशे से बनी इक लड़की पत्थर के नगर में आई
शीशे से बनी इक लड़की पत्थर के नगर में आई
वो ढूंढ रही थी मोती और पत्थर से टकराई
शीशे से बनी इक …
शीशे से बनी ये लड़की इस बात से है अन्जानी
जब रेत चमकती है तो लगती है बरसे पानी
ये फूल हैं सब कागज़ के लेकिन वो समझ न पाई
शीशे से बनी इक …
शीशे से बनी लड़की से कह दो कि न बाद में रोना
कुछ लोग जो हैं पीतल के कहते हैं वो खुद को सोना
ये झूठ का पुल टूटेगा और गहरी है ग़म की खाई
शीशे से बनी इक …
śhīśhe se banī ik laṛkī patthar ke nagar meṅ āī
vo ḍhūṅḍh rahī thī motī aur patthar se ṭakrāī
śhīśhe se banī ik …
śhīśhe se banī ye laṛkī is bāt se hai anjānī
jab ret chamaktī hai to lagtī hai barse pānī
ye phūl haiṅ sab kāgaz ke lekin vo samajh na pāī
śhīśhe se banī ik …
śhīśhe se banī laṛkī se kah do ki na bād meṅ ronā
kuchh log jo haiṅ pītal ke kahte haiṅ vo khud ko sonā
ye jhūṭh kā pul ṭūṭegā aur gahrī hai ġham kī khāī
śhīśhe se banī ik …