Title (Indic)किसी को बनाना किसी को मिटाना WorkSheesha Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Mohammed Performer Talat Mahmood Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiकिसी को बनाना, किसी को मिटाना अजब है ये दुनिया, अजब ये ज़माना हैं दोनों ही इन्सां पले एक चमन में वो ही एक थी जान दोनों के तन में मगर कोई ओढ़ेगा फूलों की चादर है मुश्क़िल किसी के दिले सर छुपाना अजब है ये दुनिया … हैं सर पर किसी के बहारों के सायें किसी पर बलाओं के बादल हैं छाये किसी के लिये सिर्फ़ आँसू की बुन्दें किसी के लिये मोतीओं का खज़ाना अजब है ये दुनिया … कोई चैन से है, तरसता है कोई किसी के उजड़ने से बचता?? है कोई न जाने ये अन्धेर कब तक रहेगा ज़मीं एक की दुसरे का ठिकाना अजब है ये दुनिया … Englishkisī ko banānā, kisī ko miṭānā ajab hai ye duniyā, ajab ye zamānā haiṅ donoṅ hī insāṅ pale ek chaman meṅ vo hī ek thī jān donoṅ ke tan meṅ magar koī oṛhegā phūloṅ kī chādar hai muśhqil kisī ke dile sar chhupānā ajab hai ye duniyā … haiṅ sar par kisī ke bahāroṅ ke sāyeṅ kisī par balāoṅ ke bādal haiṅ chhāye kisī ke liye sirf āṇsū kī bundeṅ kisī ke liye motīoṅ kā khazānā ajab hai ye duniyā … koī chain se hai, tarastā hai koī kisī ke ujaṛne se bachtā?? hai koī na jāne ye andher kab tak rahegā zamīṅ ek kī dusre kā ṭhikānā ajab hai ye duniyā …