Sheereen sheereen sheereen jaan-e-farhaad

शीरीं शीरीं शीरीं जान-ए-फ़रहाद्
Year
Language

आ हा हा हा
आ हा हा
शीरीं शीरीं शीरीं जान-ए-फ़रहाद
आ हा हा हा
आ हा हा

आ हा हा
ऊँची दीवारों से महलों मीनारों से
हा हा हा
टकराया प्यार अपना इन शहरयारों से
इन शहरयारों से इन ताज़दारों से
जीता है फ़रहाद
आ हा हा हा
आ हा हा
शीरीं शीरीं शीरीं जान-ए-फ़रहाद
आ हा हा हा
आ हा हा

शहरों में गाँवों में बन में सहराओं में
नाचेगा दीवाना ज़ुल्फ़ों की चाँवों में
ज़ुल्फ़ों की चाँवों में ज़ंजीर पाँवों में
और दिल है आज़ाद
शीरीं शीरीं शीरीं जान-ए-फ़रहाद
आ हा हा हा
आ हा हा

आ हा हा
शीरीं की गलियों में काँटे भी कलियाँ हैं
आ हा हा
बिखरी फ़ज़ाओं में अम्बर की डलियाँ हैं
अम्बर की डलियाँ हैं वो रंग-रलियाँ हैं
जन्नत है आबाद
आ हा हा हा
आ हा हा
शीरीं शीरीं शीरीं जान-ए-फ़रहाद
आ हा हा हा
आ हा हा

ā hā hā hā
ā hā hā
śhīrīṅ śhīrīṅ śhīrīṅ jān-e-farhād
ā hā hā hā
ā hā hā

ā hā hā
ūṇchī dīvāroṅ se mahloṅ mīnāroṅ se
hā hā hā
ṭakrāyā pyār apnā in śhaharyāroṅ se
in śhaharyāroṅ se in tāzdāroṅ se
jītā hai farhād
ā hā hā hā
ā hā hā
śhīrīṅ śhīrīṅ śhīrīṅ jān-e-farhād
ā hā hā hā
ā hā hā

śhahroṅ meṅ gāṇvoṅ meṅ ban meṅ sahrāoṅ meṅ
nāchegā dīvānā zulfoṅ kī chāṇvoṅ meṅ
zulfoṅ kī chāṇvoṅ meṅ zaṅjīr pāṇvoṅ meṅ
aur dil hai āzād
śhīrīṅ śhīrīṅ śhīrīṅ jān-e-farhād
ā hā hā hā
ā hā hā

ā hā hā
śhīrīṅ kī galiyoṅ meṅ kāṇṭe bhī kaliyāṇ haiṅ
ā hā hā
bikhrī fazāoṅ meṅ ambar kī ḍaliyāṇ haiṅ
ambar kī ḍaliyāṇ haiṅ vo raṅg-raliyāṇ haiṅ
jannat hai ābād
ā hā hā hā
ā hā hā
śhīrīṅ śhīrīṅ śhīrīṅ jān-e-farhād
ā hā hā hā
ā hā hā