Title (Indic)जब भी कोई कंगना बोले पायल छनक जाये WorkShaukeen Year1982 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Kishore Kumar Writer Anand Bakshi LyricsHindiजब भी कोई कंगना बोले पायल छनक जाये सोयी सोयी दिल की धड़कन सुलग सुलग जाये करूँ जतन लाख मगर मन मचल मचल जाये मचल मचल जाये, जब भी कोई कंगना बोले छलक गये रंग जहाँ पर उलझ गये नैना रे नैना उलझ गये नैना पाये नहीं मन बंजारा कहीं भी ये चैना रे चैना कहीं भी ये चैना मेरे मन की प्यास अधूरी मुझे भटकाये, जब भी कोई कंगना बोले कली कली झूमे रे भंवरा अगन पे जल जाये पतंगा अगन पे जल जाये चंदा को चकोर निहारे इसी में सुख पाये रे पाये इसी में सुख पाये जीवन से ये रस का बंधन तोड़ा नहीं जाये, जब भी कोई कंगना बोले Englishjab bhī koī kaṅgnā bole pāyal chhanak jāye soyī soyī dil kī dhaṛkan sulag sulag jāye karūṇ jatan lākh magar man machal machal jāye machal machal jāye, jab bhī koī kaṅgnā bole chhalak gaye raṅg jahāṇ par ulajh gaye nainā re nainā ulajh gaye nainā pāye nahīṅ man baṅjārā kahīṅ bhī ye chainā re chainā kahīṅ bhī ye chainā mere man kī pyās adhūrī mujhe bhaṭkāye, jab bhī koī kaṅgnā bole kalī kalī jhūme re bhaṅvrā agan pe jal jāye pataṅgā agan pe jal jāye chaṅdā ko chakor nihāre isī meṅ sukh pāye re pāye isī meṅ sukh pāye jīvan se ye ras kā baṅdhan toṛā nahīṅ jāye, jab bhī koī kaṅgnā bole