la: badlī meṅ chhipe chāṇd ne kuchh mujhse kahā hai
badlī meṅ chhipe chāṇd ne kuchh mujhse kahā hai
he: hamne bhī sunā hai
la: gātī huī ek gīt nayā āyī havā hai
he: hamne bhī sunā hai …
la: ye raṅg bharī rāt ye chandā ye sitāre
ye raṅg bharī rāt ye chandā ye sitāre
he: ek sāth hameṅ dekh ke karte haiṅ iśhāre
la: kahte haiṅ zamīṅ par koī dil dilse milā hai
he: hamne bhī sunā hai
do: badlī meṅ chhipe chāṇd ne kuchh mujhse kahā hai
hamne bhī sunā hai
ḥa: do chāṇd chamakte haiṅ maiṅ kis chāṇd ko dekhūṇ
do chāṇd chamakte haiṅ maiṅ kis chāṇd ko dekhūṇ
ḻ: us chāṇd ko maiṅ chhoṛ ke is chāṇd ko dekhūṇ
ḻ: vo chāṇd to duniyāṇ kā hai ye chāṇd merā hai
ḥa: hamne bhī sunā hai
do: badlī meṅ chhipe chāṇd ne kuchh mujhse kahā hai
hamne bhī sunā hai
ḻ: mat dekh mere chāṇd ko O chāṇd jalan se
mat dekh mere chāṇd ko O chāṇd jalan se
ḻ: maiṅ toṛ ke rakh dūṇgī tujhe nīl gagan se
ḥa: milte hue dil dekh ke ye chāṇd jalā hai
ḻ: hamne bhi sunā hai...
do: badlī meṅ chhipe chāṇd ne kuchh mujhse kahā hai
hamne bhī sunā hai