Title (Indic)कहाँ से ले के आई हैं ... मेरी तक़दीर के मालिक् WorkShart Year1954 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hemant Kumar Performer Lata Mangeshkar Writer S.H. Bihari LyricsHindiकहाँ से ले के आई हैं कहाँ मजबूरियाँ मेरी ज़ुबाँ ख़ामोश आँखें कह रही हैं दास्तां मेरी मेरी तक़दीर के मालिक मेरा कुछ फ़ैसला कर दे बुरा चाहे बुरा कर दे भला चाहे भला कर दे मेरी तक़दीर के मालिक … मुझे इतना बता दे मैं कहाँ जाऊँ किधर जाऊँ कहीं जाने से अच्छा है तेरे क़दमों में मर जाऊँ सहारा दे नहीं सकता तो फिर बेआसरा कर दे मेरी तक़दीर के मालिक … नहीं दुनिया में मेरा दूसरा कोई ठिकाना है मुझे तो बस यहीं अपना मुक़द्दर आजमाना है लिया है दिल तो मेरी जान भी तन से जुदा कर दे मेरी तक़दीर के मालिक … मुझे बरबाद करने में जो होता हो भला तेरा बुझा दे अपने हाथों से चिराग़-ए-ज़िन्दगी मेरा नहीं कोई गिला तुझसे अगर चाहे फ़ना कर दे मेरी तक़दीर के मालिक … Englishkahāṇ se le ke āī haiṅ kahāṇ majbūriyāṇ merī zubāṇ khāmośh āṇkheṅ kah rahī haiṅ dāstāṅ merī merī taqdīr ke mālik merā kuchh faislā kar de burā chāhe burā kar de bhalā chāhe bhalā kar de merī taqdīr ke mālik … mujhe itnā batā de maiṅ kahāṇ jāūṇ kidhar jāūṇ kahīṅ jāne se achchhā hai tere qadmoṅ meṅ mar jāūṇ sahārā de nahīṅ saktā to phir beāsrā kar de merī taqdīr ke mālik … nahīṅ duniyā meṅ merā dūsrā koī ṭhikānā hai mujhe to bas yahīṅ apnā muqaddar ājmānā hai liyā hai dil to merī jān bhī tan se judā kar de merī taqdīr ke mālik … mujhe barbād karne meṅ jo hotā ho bhalā terā bujhā de apne hāthoṅ se chirāġh-e-zindgī merā nahīṅ koī gilā tujhse agar chāhe fanā kar de merī taqdīr ke mālik …