Title (Indic)देखो वो चाँद छुपके करता है क्या इशारे WorkShart Year1954 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hemant Kumar Performer Hemant Kumar Performer Lata Mangeshkar Writer S.H. Bihari LyricsHindiदेखो वो चाँद छुपके करता है क्या इशारे शायद ये कह रहा है, हम हो गये तुम्हारे उल्फत का आज हम ने इकरार कर लिया है लेकिन ये कौन जाने, किस्मत में क्या लिखा है मंज़िल को चल पड़े हैं, तकदीर के सहारे ऐसा ना हो के हम को रस्ते में छोड़ जाओ जा कर कही किसी की दुनिया नई बसाओ मजधार में रहे हम लग जाओ तुम किनारे दिल में सिवा तुम्हारे कोई नहीं हमारें ये अपने दिल से पूछो, क्या दिल में है तुम्हारे देंगे मेरी गवाही कुदरत के ये नज़ारे Englishdekho vo chāṇd chhupke kartā hai kyā iśhāre śhāyad ye kah rahā hai, ham ho gaye tumhāre ulphat kā āj ham ne ikrār kar liyā hai lekin ye kaun jāne, kismat meṅ kyā likhā hai maṅzil ko chal paṛe haiṅ, takdīr ke sahāre aisā nā ho ke ham ko raste meṅ chhoṛ jāo jā kar kahī kisī kī duniyā naī basāo majdhār meṅ rahe ham lag jāo tum kināre dil meṅ sivā tumhāre koī nahīṅ hamāreṅ ye apne dil se pūchho, kyā dil meṅ hai tumhāre deṅge merī gavāhī kudarat ke ye nazāre