शमा से कोई कह दे ... सितारो उनसे कहना
शमा से कोई कह दे कि तेरे रहते-रहते अँधेरा हो रहा
कि तुम हो वहाँ तो मिलने को यहाँ पतंगा रो रहा
सितारो उनसे कहना नज़ारों उनसे कहना सज़ा हो रही
कि तुम हो वहाँ तो मिलने को यहाँ शमा रो रही
सितारो उनसे कहना …
तड़पते प्यार के ही दीदार मगर दीवाना हमें रोके
शमा से कोई ऐसे जले जैसे पतंगे से जुदा हो के
दुहाई देते-देते जुदाई सहते-सहते अंधेरा हो रहा
कि तुम हो वहाँ तो मिलन को यहाँ पतंगा रो रहा
शमा से कोई कह दे …
बंधी ज़ंजीर मगर बेपीर तेरी तस्वीर नहीं जाती
सितम की बात सहें हम घात मिलन की बात नहीं आती
कि आहें भरते-भरते अंधेरा हो रहा
कि तुम हो वहाँ तो मिलने को यहाँ पतंगा रो रहा
सितारो उनसे कहना …
śhamā se koī kah de ki tere rahte-rahte aṇdherā ho rahā
ki tum ho vahāṇ to milne ko yahāṇ pataṅgā ro rahā
sitāro unse kahnā nazāroṅ unse kahnā sazā ho rahī
ki tum ho vahāṇ to milne ko yahāṇ śhamā ro rahī
sitāro unse kahnā …
taṛapte pyār ke hī dīdār magar dīvānā hameṅ roke
śhamā se koī aise jale jaise pataṅge se judā ho ke
duhāī dete-dete judāī sahte-sahte aṅdherā ho rahā
ki tum ho vahāṇ to milan ko yahāṇ pataṅgā ro rahā
śhamā se koī kah de …
baṅdhī zaṅjīr magar bepīr terī tasvīr nahīṅ jātī
sitam kī bāt saheṅ ham ghāt milan kī bāt nahīṅ ātī
ki āheṅ bharte-bharte aṅdherā ho rahā
ki tum ho vahāṇ to milne ko yahāṇ pataṅgā ro rahā
sitāro unse kahnā …