शमा से कोई कह दे कि तेरे रहते अँधेरा हो रहा
मु: शमा से कोई कह दे कि तेरे रहते अँधेरा हो रहा
कि तुम हो वहाँ तो मिलन को यहाँ पतंगा रो रहा
सु: उनसे कहना नज़रों उनसे कहना सज़ा ये हो रही
कि तुम हो वहाँ …
मु: तड़पता प्यार कि हो दीदार मगर दीवार हमें रोके
सु: शमा ऐसे जले जैसे पतंगे से ( जुदा हो के ) -2
मु: दुहाई देते-देते जुदाई सहते-सहते अन्धेरा हो रहा
कि तुम हो वहाँ …
बँधी ज़ंजीर मगर बेपीर तेरी तस्वीर नहीं जाती
सु: सितम की बात सहें हम घात मिलन की रात ( नहीं आती ) -2
मु: कि आहें भरते-भरते तड़प के मरते-मरते अँधेरा हो रहा
कि तुम हो वहाँ …
mu: śhamā se koī kah de ki tere rahte aṇdherā ho rahā
ki tum ho vahāṇ to milan ko yahāṇ pataṅgā ro rahā
su: unse kahnā nazroṅ unse kahnā sazā ye ho rahī
ki tum ho vahāṇ …
mu: taṛaptā pyār ki ho dīdār magar dīvār hameṅ roke
su: śhamā aise jale jaise pataṅge se ( judā ho ke ) -2
mu: duhāī dete-dete judāī sahte-sahte andherā ho rahā
ki tum ho vahāṇ …
bṇdhī zaṅjīr magar bepīr terī tasvīr nahīṅ jātī
su: sitam kī bāt saheṅ ham ghāt milan kī rāt ( nahīṅ ātī ) -2
mu: ki āheṅ bharte-bharte taṛap ke marte-marte aṇdherā ho rahā
ki tum ho vahāṇ …