Shahnaaeeyon kee sadaa ... dulhe kaa sehraa suhaanaa

शहनाईयों की सदा ... दुल्हे का सेहरा सुहाना
Work
Year
Language

शहनाईयों की सदा कह रही है
खुशी की मुबारक घड़ी आ गई है
सजी सुर्ख़ जोड़े में चाँद सी दुल्हन
ज़मीं पे फ़लक़ से परी आ गई है

दुल्हे का सेहरा सुहाना लगता है
दुल्हन का तो दिल दीवाना लगता है
पल भर में कैसे बदलते हैं रिश्ते
अब तो हर अपना बेगाना लगता है
दुल्हे का सेहरा …

सात फेरों से बंधा जन्मों का ये बंधन
प्यार से जोड़ा है रब ने प्रीत का दामन
हैं नईं रस्में नईं कस्में नईं उलझन
होंठ हैं खामोश लेकिन कह रही धड़कन
धड़कन धड़कन धड़कन धड़कन
धड़कन मेरी धड़कन धड़कन तेरी धड़कन
धड़कन धड़कन धड़कन धड़कन
धड़कन मेरी धड़कन मेरी धड़कन
मुश्किल अश्क़ों को छुपाना लगता है
दुल्हन का तो दिल …

मैं तेरी बाहों के झूले में पली बाबुल
जा रही हूं छोड़ के तेरी गली बाबुल
खूबसूरत ये ज़माने याद आएंगे
चाह के भी हम तुम्हें ना भूल पाएंगे
मुश्किल मुश्किल मुश्किल दामन को छुड़ाना लगता है
दुल्हन का तो दिल …

śhahnāīyoṅ kī sadā kah rahī hai
khuśhī kī mubārak ghaṛī ā gaī hai
sajī surkh joṛe meṅ chāṇd sī dulhan
zamīṅ pe falaq se parī ā gaī hai

dulhe kā sehrā suhānā lagtā hai
dulhan kā to dil dīvānā lagtā hai
pal bhar meṅ kaise badalte haiṅ riśhte
ab to har apnā begānā lagtā hai
dulhe kā sehrā …

sāt pheroṅ se baṅdhā janmoṅ kā ye baṅdhan
pyār se joṛā hai rab ne prīt kā dāman
haiṅ naīṅ rasmeṅ naīṅ kasmeṅ naīṅ uljhan
hoṅṭh haiṅ khāmośh lekin kah rahī dhaṛkan
dhaṛkan dhaṛkan dhaṛkan dhaṛkan
dhaṛkan merī dhaṛkan dhaṛkan terī dhaṛkan
dhaṛkan dhaṛkan dhaṛkan dhaṛkan
dhaṛkan merī dhaṛkan merī dhaṛkan
muśhkil aśhqoṅ ko chhupānā lagtā hai
dulhan kā to dil …

maiṅ terī bāhoṅ ke jhūle meṅ palī bābul
jā rahī hūṅ chhoṛ ke terī galī bābul
khūbsūrat ye zamāne yād āeṅge
chāh ke bhī ham tumheṅ nā bhūl pāeṅge
muśhkil muśhkil muśhkil dāman ko chhuṛānā lagtā hai
dulhan kā to dil …