Title (Indic)गम दिये मुस्तक़िल, इतना नाज़ुक है दिल, ये न जाना WorkShahjehan Year1946 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer K.L. Saigal Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiग़म दिये मुस्तक़िल, इतना नाज़ुक है दिल, ये न जाना हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना दे उठे दाग लो उनसे ऐ महलों कह सुनना हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना दिल के हाथों से दामन छुड़ाकर ग़म की नज़रों से नज़रें बचाकर उठके वो चल दिये, कहते ही रह गये हम फ़साना हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना कोई मेरी ये रूदाद देखे, ये मोहब्बत की बेदाद देखे फूक रहा है जिगर, पड़ रहा है मगर मुस्कुराना हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना ग़म दिये मुस्तक़िल, इतना नाज़ुक है दिल, ये न जाना हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना Englishġham diye mustaqil, itnā nāzuk hai dil, ye na jānā hāy hāy ye zālim zamānā de uṭhe dāg lo unse ai mahloṅ kah sunnā hāy hāy ye zālim zamānā dil ke hāthoṅ se dāman chhuṛākar ġham kī nazroṅ se nazreṅ bachākar uṭhke vo chal diye, kahte hī rah gaye ham fasānā hāy hāy ye zālim zamānā koī merī ye rūdād dekhe, ye mohabbat kī bedād dekhe phūk rahā hai jigar, paṛ rahā hai magar muskurānā hāy hāy ye zālim zamānā ġham diye mustaqil, itnā nāzuk hai dil, ye na jānā hāy hāy ye zālim zamānā