Ye duniyaa roop kee chor bachaa le mujhe baaboo

ये दुनिया रूप की चोर बचा ले मुझे बाबू
Work
Year
Language

ये दुनिया रूप की चोर -2
बचा ले मुझे बाबू -2
बचा ले मुझे बाबू रे
ये दुनिया रूप की चोर

हो
रस्ते में मिला इक बंगाली
धोती ढीली-ढाली
रस्ते में मिला इक बंगाली
दरशन का अभिलाशी
वो कहने लगा
क्‌या
वो कहने लगा
जोल खाबे
रसोगुला खाबे
और कहने लगा
अमी तुमी भालोबाशी
माई री भालोबाशी
भालोबाशी
मैं क्‌या जानूँ अमी तुमी,
मैं भागी तुम्हारी ओर

बचा ले मुझे बाबू -2
बचा ले मुझे बाबू रे
ये दुनिया रूप की चोर

हुई मुलाकात मेरी एक गुजराती से
कहने लगा मुझे सारो छे सारो छे
सूं छे, केम छे, केम छे, सारो छे
छे छे छे छे
sneezing

मारे ते आँगणे एक वार आवो जो -3
मैं क्‌या जानूँ आवो जो आवो जो
भागी तुम्हारी ओर

बचा ले मुझे बाबू -2
बचा ले मुझे बाबू रे
ये दुनिया रूप की चोर

एक मराठा साहब आला
आते ही सब गड़बड़
नि कहे ऐसा काय
कभी कहे ताजा काय
अस काय दस काय अस काय दस काय
बर बर बर बर बर
चट्क चाँदनी इकड़ेइये ज़रा इकड़ेइये
जी जी जी जी जी जी
अग बूला बाचा कड़ी ज़रा इकड़ेइये ज़रा इकड़ेइये
जी जी जी जी जी जी

मैं क्‌या जानूँ इकड़े तिकड़े
भागी तुम्हारी ओर

बचा ले मुझे बाबू -2
बचा ले मुझे बाबू रे
ये दुनिया रूप की चोर


एक मडरासी लगा बुलाने

मैं लगी जाने तो वो लगा गाने

चक्‌रपने आडी रुक्‌मनिये
इन्ने नाडि वन्दने, ए नक्‌की केड़ वन्ददे

चक्‌रपने आडी रुक्‌मनिये
उन्ने नाडि वन्दने, ए नक्‌की केड़ वन्ददे

हे हे सुन के हो गया बुखार मुझे
भागी तुम्हारी ओर

बचा ले मुझे बाबू -2
बचा ले मुझे बाबू रे
ये दुनिया रूप की चोर


रस्ते में मिला इक पंजाबी
कहने लगा तेरी अंखियाँ गुलाबी
तेरी अंखियाँ गुलाबी

बल्ले, बल्ले, बल्ले, बल्ले

ओ बलिये, ओ लस्सिये, ओ सोणिये मलाइये
किताई मैनू शराबी
हो जब कार के गड्डी ही बीच बह जाते रोयें गीच
पेड़ खायेंगी छई छई
छई छई सुन के चप्पले उतार के
भागी तुम्हारी ओर

बचा ले मुझे बाबू -2
बचा ले मुझे बाबू रे
ये दुनिया रूप की चोर्

ye duniyā rūp kī chor -2
bachā le mujhe bābū -2
bachā le mujhe bābū re
ye duniyā rūp kī chor

ho
raste meṅ milā ik baṅgālī
dhotī ḍhīlī-ḍhālī
raste meṅ milā ik baṅgālī
daraśhan kā abhilāśhī
vo kahne lagā
k‌yā
vo kahne lagā
jol khābe
rasogulā khābe
aur kahne lagā
amī tumī bhālobāśhī
māī rī bhālobāśhī
bhālobāśhī
maiṅ k‌yā jānūṇ amī tumī,
maiṅ bhāgī tumhārī or

bachā le mujhe bābū -2
bachā le mujhe bābū re
ye duniyā rūp kī chor

huī mulākāt merī ek gujrātī se
kahne lagā mujhe sāro chhe sāro chhe
sūṅ chhe, kem chhe, kem chhe, sāro chhe
chhe chhe chhe chhe
sneezing
o
māre te āṇgṇe ek vār āvo jo -3
maiṅ k‌yā jānūṇ āvo jo āvo jo
bhāgī tumhārī or

bachā le mujhe bābū -2
bachā le mujhe bābū re
ye duniyā rūp kī chor

ek marāṭhā sāhab ālā
āte hī sab gaṛbaṛ
ni kahe aisā kāy
kabhī kahe tājā kāy
as kāy das kāy as kāy das kāy
bar bar bar bar bar
chaṭk chāṇdnī ikaṛeiye zarā ikaṛeiye
jī jī jī jī jī jī
ag būlā bāchā kaṛī zarā ikaṛeiye zarā ikaṛeiye
jī jī jī jī jī jī

maiṅ k‌yā jānūṇ ikaṛe tikaṛe
bhāgī tumhārī or

bachā le mujhe bābū -2
bachā le mujhe bābū re
ye duniyā rūp kī chor

e
ek maḍrāsī lagā bulāne
e
maiṅ lagī jāne to vo lagā gāne
e
chak‌rapne āḍī ruk‌maniye
inne nāḍi vandne, e nak‌kī keṛ vandde
e
chak‌rapne āḍī ruk‌maniye
unne nāḍi vandne, e nak‌kī keṛ vandde
e

he he sun ke ho gayā bukhār mujhe
bhāgī tumhārī or

bachā le mujhe bābū -2
bachā le mujhe bābū re
ye duniyā rūp kī chor

o
raste meṅ milā ik paṅjābī
kahne lagā terī aṅkhiyāṇ gulābī
terī aṅkhiyāṇ gulābī
o
balle, balle, balle, balle

o baliye, o lassiye, o soṇiye malāiye
kitāī mainū śharābī
ho jab kār ke gaḍḍī hī bīch bah jāte royeṅ gīch
peṛ khāyeṅgī chhaī chhaī
chhaī chhaī sun ke chapple utār ke
bhāgī tumhārī or

bachā le mujhe bābū -2
bachā le mujhe bābū re
ye duniyā rūp kī chor