Shaayad meree shaadee kaa khayaal dil men aayaa hai

शायद मेरी शादी का ख़याल दिल में आया है
Work
Year
Language

ल: शायद मेरी शादी का ख़याल दिल में आया है
इसीलिए mummy ने मेरी तुम्हें चाय पे बुलाया है
कि: क्‌या कहा फिर से दोहराना ना
ल: शायद मेरी शादी …

कि: पंछी अकेला देख के मुझे ये जाल बिछाया है
इसीलिए mummy ने तेरी मुझे चाय पे बुलाया है
क्‌यूँ है न
ल: नहीं-नहीं

( ठीक तुम चार बजे घर चले आना
मेरा हाथ माँग लेना ज़रा ना शरमाना ) -2
कि: सात फेरे मेरे संग सपने देख रही हो
खिली हुई धूप में तारे देख रही हो
अरे नहीं बाबा चाय नहीं पीना
ल: क्‌यूँ -2
कि: तौबा मेरी तौबा माफ़ कर देना
ल: इन्हीं अदाओं पर तो हाय अपना दिल आया है
इसीलिए mummy ने मेरी …
कि: ना ना ना ना
पंछी अकेला देख …

ल: ( दिल्लगी ना करो छेड़ो ना हमको सनम
हाँ कहो घर चलो तुमको मेरी क़सम ) -2
कि: जान-ए-मन माना हम तुमपे मरते हैं
प्यार तो ठीक है शादी से डरते हैं
शादी से पहले तो सब अच्छा लगता है
सारी उम्र को फिर रोना पड़ता है
अ: इन्हीं अदाओं पर तो हाय अपना दिल आया है
इसीलिए mummy ने मेरी …
कि: ओ पंछी अकेला देख …

ल: तुम्हें मेरी क़सम आओगे ना
कि: नहीं बिल्कुल नहीं
हाँ तेरी क़सम आऊँगा

la: śhāyad merī śhādī kā khayāl dil meṅ āyā hai
isīlie mummy ne merī tumheṅ chāy pe bulāyā hai
ki: k‌yā kahā phir se dohrānā nā
la: śhāyad merī śhādī …

ki: paṅchhī akelā dekh ke mujhe ye jāl bichhāyā hai
isīlie mummy ne terī mujhe chāy pe bulāyā hai
k‌yūṇ hai na
la: nahīṅ-nahīṅ

( ṭhīk tum chār baje ghar chale ānā
merā hāth māṇg lenā zarā nā śharmānā ) -2
ki: sāt phere mere saṅg sapne dekh rahī ho
khilī huī dhūp meṅ tāre dekh rahī ho
are nahīṅ bābā chāy nahīṅ pīnā
la: k‌yūṇ -2
ki: taubā merī taubā māf kar denā
la: inhīṅ adāoṅ par to hāy apnā dil āyā hai
isīlie mummy ne merī …
ki: nā nā nā nā
paṅchhī akelā dekh …

la: ( dillgī nā karo chheṛo nā hamko sanam
hāṇ kaho ghar chalo tumko merī qasam ) -2
ki: jān-e-man mānā ham tumpe marte haiṅ
pyār to ṭhīk hai śhādī se ḍarte haiṅ
śhādī se pahle to sab achchhā lagtā hai
sārī umr ko phir ronā paṛtā hai
a: inhīṅ adāoṅ par to hāy apnā dil āyā hai
isīlie mummy ne merī …
ki: o paṅchhī akelā dekh …

la: tumheṅ merī qasam āoge nā
ki: nahīṅ bilkul nahīṅ
hāṇ terī qasam āūṇgā