शावा ये नखरा लड़की का ... जिस ओर ये जाए तौबा
कु: शावा वावा वावा शावा
उ: वावा ये नखरा लड़की का
कु: शावा ये नखरा लड़की का
उ: वावा ये नखरा लड़की का
कु: जिस ओर से ये जाए तौबा -2
उ: एक शोर मचे हाय तौबा -2
कु: शावा ये नखरा …
नीली है इसकी अख तौबा आशिक़ हैं इसके लख तौबा
उ: गालों पे इसके तिल तौबा मेरा लूट के ले गई दिल तौबा
कु: शावा वावा …
अ: चाहत के मारों का तौबा ये डुश्मन कुंआरों का तौबा
बस आहें भरता है तौबा हर कुड़ी पे मरता है तौबा -2
कु: शावा वावा …
उ: छल्ले का नगीना है तौबा ये मदमस्त हसीना है तौबा
कु: बन्दूक की गोली है तौबा पर लगती भोली है तौबा
शावा वावा …
अ: इमली का बूटा है तौबा आशिक़ ये झूठा है तौबा
जो बाज ना आएगा तौबा तो मार भी खाएगा तौबा
शावा वावा …
कु: नागिन सी चलती है तौबा आँखों से डंसती है तौबाअ
उ: लैला की नानी है तौबा ये बड़ी सयानी है तौबा
कु: ये बड़ी सयानी है तौबा
शावा वावा …
अ: दिलफेंक दीवाना है तौबा मजनूं ये पुराना है तौबा -2
काला है इसका मन तौबा है मुश्किल में जीवन तौबा
कु: शावा वावा …
ku: śhāvā vāvā vāvā śhāvā
u: vāvā ye nakhrā laṛkī kā
ku: śhāvā ye nakhrā laṛkī kā
u: vāvā ye nakhrā laṛkī kā
ku: jis or se ye jāe taubā -2
u: ek śhor mache hāy taubā -2
ku: śhāvā ye nakhrā …
nīlī hai iskī akh taubā āśhiq haiṅ iske lakh taubā
u: gāloṅ pe iske til taubā merā lūṭ ke le gaī dil taubā
ku: śhāvā vāvā …
a: chāhat ke māroṅ kā taubā ye ḍuśhman kuṅāroṅ kā taubā
bas āheṅ bhartā hai taubā har kuṛī pe martā hai taubā -2
ku: śhāvā vāvā …
u: chhalle kā nagīnā hai taubā ye madamast hasīnā hai taubā
ku: bandūk kī golī hai taubā par lagtī bholī hai taubā
śhāvā vāvā …
a: imlī kā būṭā hai taubā āśhiq ye jhūṭhā hai taubā
jo bāj nā āegā taubā to mār bhī khāegā taubā
śhāvā vāvā …
ku: nāgin sī chaltī hai taubā āṇkhoṅ se ḍaṅstī hai taubāa
u: lailā kī nānī hai taubā ye baṛī sayānī hai taubā
ku: ye baṛī sayānī hai taubā
śhāvā vāvā …
a: dilpheṅk dīvānā hai taubā majnūṅ ye purānā hai taubā -2
kālā hai iskā man taubā hai muśhkil meṅ jīvan taubā
ku: śhāvā vāvā …