Shaalaa laa baby ... aae jo sapnon men baar-baar

शाला ला बब्य ... आए जो सपनों में बार-बार्
Work
Year
Language

शाला ला baby ओ शाला ला baby
baby baby शाला ला शाला ला हो
( शाला ला baby ओ शाला ला baby
शाला ला baby ओ शाला ला ) -2
अ: ( आए जो सपनों में बार-बार
है मेरे दिल को ऐतबार ) -2
आएगा इक दिन वो मेरा यार -2
( मैं उसकी हो जाऊँगी
प्यार में उसके खो जाऊँगी ) -2
( शाला ला baby ओ शाला ला baby
शाला ला baby ओ शाला ला ) -2

शा: ( आए जो सपनों में बार-बार
है मेरे दिल को ऐतबार ) -2
आएगा इक दिन वो मेरा यार -2
( मैं उसका हो जाऊँगा
प्यार में उसके खो जाऊँगा ) -2
शाला ला baby ओ शाला ला baby ओ
शाला ला baby ओ शाला ला

अ: आँखों से नींदें चुराता है
सारी-सारी रात जगाता है
बेताबियों को बढ़ाता है
मुझको बड़ा तड़पाता है
शा: दुनिया से बेगाना है
मुझको उसे समझाना है
दिल उसका दीवाना है
इश्क़ है क्‌या अब जाना है
( उसपे करूँगा मैं जाँ निसार
है मेरे दिल को ऐतबार ) -2
अ: आएगा इक दिन वो मेरा यार -2
( मैं उसकी हो जाऊँगी
प्यार में उसके खो जाऊँगी ) -2
शाला ला baby ओ शाला ला baby ओ
शाला ला baby ओ शाला ला

शा: मुझको जिसकी तलाश है
उसको नहीं एहसास है
वो मेरे कितने पास है
मेरे लिए वो ख़ास है
अ: मुझसा कहीं नहीं पाएगा
कितना मुझे तड़पाएगा
सामने जब वो आएगा
वापस फिर नहीं जाएगा
( छीना है उसने मेरा क़रार
है मेरे दिल को ऐतबार ) -2
शा: आएगा इक दिन वो मेरा यार -2
मैं उसका हो जाऊँगा
प्यार में उसके खो जाऊँगा
अ: मैं उसकी हो जाऊँगी
प्यार में उसके खो जाऊँगी

( शाला ला baby ओ शाला ला baby ओ
शाला ला baby ओ शाला ला ) -4

śhālā lā baby o śhālā lā baby
baby baby śhālā lā śhālā lā ho
( śhālā lā baby o śhālā lā baby
śhālā lā baby o śhālā lā ) -2
a: ( āe jo sapnoṅ meṅ bār-bār
hai mere dil ko aitbār ) -2
āegā ik din vo merā yār -2
( maiṅ uskī ho jāūṇgī
pyār meṅ uske kho jāūṇgī ) -2
( śhālā lā baby o śhālā lā baby
śhālā lā baby o śhālā lā ) -2

śhā: ( āe jo sapnoṅ meṅ bār-bār
hai mere dil ko aitbār ) -2
āegā ik din vo merā yār -2
( maiṅ uskā ho jāūṇgā
pyār meṅ uske kho jāūṇgā ) -2
śhālā lā baby o śhālā lā baby o
śhālā lā baby o śhālā lā

a: āṇkhoṅ se nīṅdeṅ churātā hai
sārī-sārī rāt jagātā hai
betābiyoṅ ko baṛhātā hai
mujhko baṛā taṛpātā hai
śhā: duniyā se begānā hai
mujhko use samjhānā hai
dil uskā dīvānā hai
iśhq hai k‌yā ab jānā hai
( uspe karūṇgā maiṅ jāṇ nisār
hai mere dil ko aitbār ) -2
a: āegā ik din vo merā yār -2
( maiṅ uskī ho jāūṇgī
pyār meṅ uske kho jāūṇgī ) -2
śhālā lā baby o śhālā lā baby o
śhālā lā baby o śhālā lā

śhā: mujhko jiskī talāśh hai
usko nahīṅ ehsās hai
vo mere kitne pās hai
mere lie vo khās hai
a: mujhsā kahīṅ nahīṅ pāegā
kitnā mujhe taṛpāegā
sāmne jab vo āegā
vāpas phir nahīṅ jāegā
( chhīnā hai usne merā qarār
hai mere dil ko aitbār ) -2
śhā: āegā ik din vo merā yār -2
maiṅ uskā ho jāūṇgā
pyār meṅ uske kho jāūṇgā
a: maiṅ uskī ho jāūṇgī
pyār meṅ uske kho jāūṇgī

( śhālā lā baby o śhālā lā baby o
śhālā lā baby o śhālā lā ) -4