Seene pe mere barq giraa kar chale gaye

सीने पे मेरे बर्क़ गिरा कर चले गये
Work
Year
Language

सीने पे मेरे बर्क़ गिरा कर चले गये -2
मासूम दिल में आग लगा कर
मासूम दिल में आग लगा कर चले गये
चले गये
सीने पे मेरे बर्क़ गिरा कर चले गये
सीने पे मेरे

वाये नसीब आये भी तो ग़ैर की तरह -2
मैं जल रही थी और जला कर
मैं जल रही थी और जला कर चले गये

सीने पे मेरे बर्क़ गिरा कर चले गये
सीने पे मेरे

( आने का था मज़ा के वो जाते न फिर कभी
जाते न फिर कभी ) -2
किस काम के वो आये जो आ कर चले गये

सीने पे मेरे बर्क़ गिरा कर चले गये
सीने पे मेरे

sīne pe mere barq girā kar chale gaye -2
māsūm dil meṅ āg lagā kar
māsūm dil meṅ āg lagā kar chale gaye
chale gaye
sīne pe mere barq girā kar chale gaye
sīne pe mere

vāye nasīb āye bhī to ġhair kī tarah -2
maiṅ jal rahī thī aur jalā kar
maiṅ jal rahī thī aur jalā kar chale gaye

sīne pe mere barq girā kar chale gaye
sīne pe mere

( āne kā thā mazā ke vo jāte na phir kabhī
jāte na phir kabhī ) -2
kis kām ke vo āye jo ā kar chale gaye

sīne pe mere barq girā kar chale gaye
sīne pe mere