सीने में आग भड़कती है ... ऐ इश्क़ हमें बरबाद न कर्
सु: सीने में आग भड़कती है आँखों से पानी बहता है
कुछ ऐसी चोट लगी दिल पर दिल रो-रो कर ये कहता है
ऐ इश्क़ हमें बरबाद न कर -4
दिल तोड़ के मन का मीत गया
हम हार गये ग़म जीत गया
ख़ुशियों का ज़माना बीत गया
ख़ुशियों का ज़माना याद न कर
र: ऐ इश्क़ हमें बरबाद न कर -2
क्यूँ रोते हैं दो दीवाने
बेदर्द ज़माना क्या जाने
बेदर्द ज़माने से ऐ दिल
उम्मीद न रख फ़रियाद न कर
सु: ऐ इश्क़ हमें बरबाद न कर -2
पहले तो क़फ़स में क़ैद किया
सैय्याद ने फिर ये हुक़्म दिया
होंठों को सी अश्क़ों को पी
आँसू न बहा फ़रियाद न कर
सु: ऐ इश्क़ हमें बरबाद न कर -4
su: sīne meṅ āg bhaṛaktī hai āṇkhoṅ se pānī bahtā hai
kuchh aisī choṭ lagī dil par dil ro-ro kar ye kahtā hai
ai iśhq hameṅ barbād na kar -4
dil toṛ ke man kā mīt gayā
ham hār gaye ġham jīt gayā
khuśhiyoṅ kā zamānā bīt gayā
khuśhiyoṅ kā zamānā yād na kar
ra: ai iśhq hameṅ barbād na kar -2
kyūṇ rote haiṅ do dīvāne
bedard zamānā kyā jāne
bedard zamāne se ai dil
ummīd na rakh fariyād na kar
su: ai iśhq hameṅ barbād na kar -2
pahle to qafas meṅ qaid kiyā
saiyyād ne phir ye huqm diyā
hoṅṭhoṅ ko sī aśhqoṅ ko pī
āṇsū na bahā fariyād na kar
su: ai iśhq hameṅ barbād na kar -4