सीमा सीमा सीमा सहने की भी है कोई सीमा
सीमा सीमा सीमा सहने की भी है कोई सीमा
सीमा पे सिपाही बैठा है ज़रा बोल धीमा धीमा
1) कुछ लोग यहाँ पर लेते हैं कानों का नज़र से काम
नादान तू दीवानों की तरह क्यूँ लेता है मेरा नाम
सीमा ओ सीमा ओ सीमा धीरज की भी है कोई सीमा
बेहतर है कि हम तुम करवा लें अब चल कर अपना बीमा
सीमा …
2) तुम सर से लेकर पाँव तलक लगती हो मुझे ??? रात
अंजान पे भी ज़रा रखना नज़र फिर करना कोई आघात
सीमा सीमा सीमा चुप रहने की है कोई सीमा
कोइ भेद अगर खुल जाए कहीं तो बन जाएगा कीमा,
सीमा …
sīmā sīmā sīmā sahne kī bhī hai koī sīmā
sīmā pe sipāhī baiṭhā hai zarā bol dhīmā dhīmā
1) kuchh log yahāṇ par lete haiṅ kānoṅ kā nazar se kām
nādān tū dīvānoṅ kī tarah kyūṇ letā hai merā nām
sīmā o sīmā o sīmā dhīraj kī bhī hai koī sīmā
behtar hai ki ham tum karvā leṅ ab chal kar apnā bīmā
sīmā …
2) tum sar se lekar pāṇv talak lagtī ho mujhe ??? rāt
aṅjān pe bhī zarā rakhnā nazar phir karnā koī āghāt
sīmā sīmā sīmā chup rahne kī hai koī sīmā
koi bhed agar khul jāe kahīṅ to ban jāegā kīmā,
sīmā …