Title (Indic)तू प्यार का सागर है, तेरी एक बूंद के प्यासे हम WorkSeema Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Manna Dey Writer Shailendra LyricsHindiतू प्यार का सागर है, तेरी एक बूँद के प्यासे हम लौटा जो दिया तूने, चले जायेंगे जहां से हम घायल मन का पागल पंछी उड़ने को बेकरार पंख हैं कोमल, आँख है धुंदली, जाना है सागर पार अब तू ही इसे समझा, राह भूले थे कहाँ से हम इधर झूम के गाए जिन्दगी, उधर है मौत खडी कोई क्या जाने कहाँ है सीमा, उलझन आन पडी कानों में ज़रा कह दे के आए कौन दिशा से हम Englishtū pyār kā sāgar hai, terī ek būṇd ke pyāse ham lauṭā jo diyā tūne, chale jāyeṅge jahāṅ se ham ghāyal man kā pāgal paṅchhī uṛne ko bekrār paṅkh haiṅ komal, āṇkh hai dhuṅdlī, jānā hai sāgar pār ab tū hī ise samjhā, rāh bhūle the kahāṇ se ham idhar jhūm ke gāe jindgī, udhar hai maut khaḍī koī kyā jāne kahāṇ hai sīmā, uljhan ān paḍī kānoṅ meṅ zarā kah de ke āe kaun diśhā se ham