आ गु-चुप गुप-चुप प्यार करें
टम तले तो टम तले
नाचे हम्से क्यों तले (?)
टम तले तो टम तले
स: आ गुप-चुप गुप-चुप प्यार करें
ह: छुप-छुप आँखें चार करें
स: ओ चाँद मुसाफ़िर रात के
ह: ओ हो
स: ओ चाँद मुसाफ़िर रात के क्यों सुने हमारी बातें
ह: तू ने तो देखी होगी ऐसी कितनी ही रातें
स: छुप जा रे, जा छुप जा तेरी मिन्नतें सौ सौ बार करें
आ गुप-चुप गुप-चुप …
ह: ओ छुपना है तो जल्दी चुप जा
स: जा जा जा जा जा
ह: ओ छुपना है तो जल्दी चुप जा रात है थोड़ी बाकी
स: प्यासे रह ना जायें दोनों मैं और मेरा साथी
छुप जा रे, जा छुप जा यूँ कब तक हम तकरार करें
ह: तेरी मिन्नत सौ सौ बार करें
दोनो: आ गुप-चुप गुप-चुप प्यार करें
छुप-छुप आँखें चार करें
ṭam tale to ṭam tale
nāche hamse kyoṅ tale (?)
ṭam tale to ṭam tale
sa: ā gup-chup gup-chup pyār kareṅ
ha: chhup-chhup āṇkheṅ chār kareṅ
sa: o chāṇd musāfir rāt ke
ha: o ho
sa: o chāṇd musāfir rāt ke kyoṅ sune hamārī bāteṅ
ha: tū ne to dekhī hogī aisī kitnī hī rāteṅ
sa: chhup jā re, jā chhup jā terī minnteṅ sau sau bār kareṅ
ā gup-chup gup-chup …
ha: o chhupnā hai to jaldī chup jā
sa: jā jā jā jā jā
ha: o chhupnā hai to jaldī chup jā rāt hai thoṛī bākī
sa: pyāse rah nā jāyeṅ donoṅ maiṅ aur merā sāthī
chhup jā re, jā chhup jā yūṇ kab tak ham takrār kareṅ
ha: terī minnat sau sau bār kareṅ
dono: ā gup-chup gup-chup pyār kareṅ
chhup-chhup āṇkheṅ chār kareṅ