Title (Indic)नैन द्वार से मन में वो आके तन में आग लगाए WorkSawan Year1959 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hansraj Behl Performer Lata Mangeshkar Performer Mukesh Writer Prem Dhawan LyricsHindiमु: नैन द्वार से मन में वो आके तन में आग लगाए -2 ल: हाय रसिया हाय रे कोई छलिया छल किए जाए जियरा लिए जाए चैन नहीं आए हाय कोई छलिया छल … मु: नैन द्वार से मन में … नैन रसीले चाँद सा मुखड़ा सुन्दर रूप सुहाना पर बेदर्दी दर्द न समझे जाने बस तड़पाना फिर भी मन तड़पाने वाला मन का मीत कहाए ल: हाय रसिया हाय रे … मु: जब वो आए लेकर आए दिन में चाँद सितारे जब वो जाए लेकर जाए सब अरमान हमारे ल: हाय रसिया हाय रे … ल: हाय जी इक छलिया को: कौन तेरा रसिया जो दिल लिए जाए ल: हाय जी इक छलिया जो मन को भाए को: जियरा लिए जाए -3 ल: हाय री कोई छलिया … Englishmu: nain dvār se man meṅ vo āke tan meṅ āg lagāe -2 la: hāy rasiyā hāy re koī chhaliyā chhal kie jāe jiyrā lie jāe chain nahīṅ āe hāy koī chhaliyā chhal … mu: nain dvār se man meṅ … nain rasīle chāṇd sā mukhaṛā sundar rūp suhānā par bedardī dard na samjhe jāne bas taṛpānā phir bhī man taṛpāne vālā man kā mīt kahāe la: hāy rasiyā hāy re … mu: jab vo āe lekar āe din meṅ chāṇd sitāre jab vo jāe lekar jāe sab armān hamāre la: hāy rasiyā hāy re … la: hāy jī ik chhaliyā ko: kaun terā rasiyā jo dil lie jāe la: hāy jī ik chhaliyā jo man ko bhāe ko: jiyrā lie jāe -3 la: hāy rī koī chhaliyā …