सरकी जो सर से वो ... तेरी चुनरिया दिल ले गई
ला ला ला
सरकी जो सर से वो धीरे धीरे
पागल हुआ रे मैं धीरे धीरे
तेरी चुनरिया दिल ले गई
सरकी जो सर से …
तेरी ये बिंदिया दिल ले गई
तुमसे मिलकर ये जाना है
होता क्यूं दिल ये दीवाना है
तय कर लिया तुम्हें पाना है
क्या प्यार है ये दिखाना है
मेरे भोले सनम मेरे प्यारे सनम
दीवाने सनम अनजाने सनम
बोले मेरा कंगना धीरे धीरे
बोले मेरी पायल धीरे धीरे
ओ बोले तेरा कंगना धीरे धीरे
बोले तेरी पायल धीरे धीरे
तेरी चुनरिया …
तेरा मेरा जन्मों का नाता है
यूं ही नहीं दिल लुभाता है
रिश्ते ये रब ही बनाता है
करके बहाने मिलाता है
मेरी यादों में तुम मेरी बातों में तुम
मेरी साँसों में तुम मेरी राहों में तुम
बोले मेरी धड़कन धीरे धीरे
बोले मेरी तड़पन धीरे धीरे
ओ बोले तेरी धड़कन धीरे धीरे
बोले तेरी तड़पन धीरे धीरे
तेरी चुनरिया …
lā lā lā
sarkī jo sar se vo dhīre dhīre
pāgal huā re maiṅ dhīre dhīre
terī chunriyā dil le gaī
sarkī jo sar se …
terī ye biṅdiyā dil le gaī
tumse milkar ye jānā hai
hotā kyūṅ dil ye dīvānā hai
tay kar liyā tumheṅ pānā hai
kyā pyār hai ye dikhānā hai
mere bhole sanam mere pyāre sanam
dīvāne sanam anjāne sanam
bole merā kaṅgnā dhīre dhīre
bole merī pāyal dhīre dhīre
o bole terā kaṅgnā dhīre dhīre
bole terī pāyal dhīre dhīre
terī chunriyā …
terā merā janmoṅ kā nātā hai
yūṅ hī nahīṅ dil lubhātā hai
riśhte ye rab hī banātā hai
karke bahāne milātā hai
merī yādoṅ meṅ tum merī bātoṅ meṅ tum
merī sāṇsoṅ meṅ tum merī rāhoṅ meṅ tum
bole merī dhaṛkan dhīre dhīre
bole merī taṛpan dhīre dhīre
o bole terī dhaṛkan dhīre dhīre
bole terī taṛpan dhīre dhīre
terī chunriyā …