Title (Indic)चाँद तू जब भी मुसकुराता है WorkSarhad Year1966 LanguageHindi Credits Role Artist Music Khurshid Anwar Performer Noor Jehan Performer Mehdi Hassan Writer Tanvir Naqvi LyricsHindiनू: ( चाँद तू जब भी मुसकुराता है दिल मेरा डूब-डूब जाता है ) -2 मेरी यादों में वो भी रो-रो कर रात ग़म की गुज़ारते होंगे प्यार की वादियों में ग़ुम हो कर मुझको अक्सर पुकारते होंगे जब कभी ये ख़याल आता है दिल मेरा डूब-डूब जाता है मे: उनकी ज़ुल्फ़ों को छू लिया होगा मस्त हो कर हवायें आई हैं गुनगुनाती है रात थम pause थम के दूर से यूँ सदायें आई हैं जैसे कोई मुझे बुलाता है दिल मेरा डूब-डूब जाता है नू: चाँद तू जब भी मुसकुराता है दिल मेरा डूब-डूब जाता है Englishnū: ( chāṇd tū jab bhī muskurātā hai dil merā ḍūb-ḍūb jātā hai ) -2 merī yādoṅ meṅ vo bhī ro-ro kar rāt ġham kī guzārte hoṅge pyār kī vādiyoṅ meṅ ġhum ho kar mujhko aksar pukārte hoṅge jab kabhī ye khayāl ātā hai dil merā ḍūb-ḍūb jātā hai me: unkī zulfoṅ ko chhū liyā hogā mast ho kar havāyeṅ āī haiṅ gungunātī hai rāt tham pause tham ke dūr se yūṇ sadāyeṅ āī haiṅ jaise koī mujhe bulātā hai dil merā ḍūb-ḍūb jātā hai nū: chāṇd tū jab bhī muskurātā hai dil merā ḍūb-ḍūb jātā hai