Sarafroshee kee tamannaa ab hamaare dil men hai

सरफ़रोशी की तमन्ना अब हमारे दिल में है
Year
Language

सरफ़रोशी की तमन्ना अब हमारे दिल में है
देखना है ज़ोर कितना बाज़ु-ए-क़ातिल में है

वक़्त आने पर बता देंगे तुझे ऐ आसमां
हम अभी से क्‌या बताएं क्‌या हमारे दिल में है
सरफ़रोशी की तमन्ना …

खेंचकर लाई सभी को क़त्ल होने की उम्मीद
खेंचकर लाई है सब को क़त्ल होने की उम्मीद
आशिक़ों का आज जमघट कूंचा-ए-क़ातिल में है
सरफ़रोशी की तमन्ना …

sarafrośhī kī tamannā ab hamāre dil meṅ hai
dekhnā hai zor kitnā bāzu-e-qātil meṅ hai

vaqt āne par batā deṅge tujhe ai āsmāṅ
ham abhī se k‌yā batāeṅ k‌yā hamāre dil meṅ hai
sarafrośhī kī tamannā …

kheṅchkar lāī sabhī ko qatl hone kī ummīd
kheṅchkar lāī hai sab ko qatl hone kī ummīd
āśhiqoṅ kā āj jamghaṭ kūṅchā-e-qātil meṅ hai
sarafrośhī kī tamannā …