सर-ए-महफ़िल मेरा ईमान ... यारों अब क्या होगा
सर-ए-महफ़िल मेरा ईमान बेईमान हो गया
यारों अब क्या होगा
मेरा क़ातिल मेरे घर में मेरा मेहमान हो गया
यारों अब क्या होगा
वही होगा जो मंज़ूर-ए-ख़ुदा होगा
यारों अब क्या होगा
ज़मीं पर पाँव मत रखना कहीं मैला न हो जाए
न जाना चाँदनी में ये बदन मैला न हो जाए
ख़ुदाया भेज दे जन्नत से तू अपनी बहारों को
सजा दे आसमां तू राह में इनकी सितारों को
शरीक़-ए-ज़िन्दगी होना तेरा एहसान हो गया
यारों अब क्या होगा
नहीं थे हम किसी क़ाबिल जगह दे दी हमें दिल में
करें हम शुक्रिया कैसे कि रख ली लाज महफ़िल में
ना फूलों की तमन्ना है ना चाहत है सितारों की
तुम्हारे प्यार के आगे ज़रूरत क्या बहारों की
तुम्हारी बाँहों में रहना मेरा अरमान हो गया
यारों अब क्या होगा
ज़मीं की तुम नहीं लगती कहाँ से आई हो बोलो
मेरी जाँ हुस्न परियों का कहाँ से लाई हो बोलो
ख़ुदा ने खुद बनाया है हमें तो आपकी ख़ातिर
ग़ज़ल मुझको बनाया है बनाकर आपको शायर
मिलन पर जान-ए-मन अपना ख़ुदा हैरान हो गया
यारों अब क्या होगा
सर-ए-महफ़िल मेरा …
sar-e-mahafil merā īmān beīmān ho gayā
yāroṅ ab kyā hogā
merā qātil mere ghar meṅ merā mehmān ho gayā
yāroṅ ab kyā hogā
vahī hogā jo maṅzūr-e-khudā hogā
yāroṅ ab kyā hogā
zamīṅ par pāṇv mat rakhnā kahīṅ mailā na ho jāe
na jānā chāṇdnī meṅ ye badan mailā na ho jāe
khudāyā bhej de jannat se tū apnī bahāroṅ ko
sajā de āsmāṅ tū rāh meṅ inkī sitāroṅ ko
śharīq-e-zindgī honā terā ehsān ho gayā
yāroṅ ab kyā hogā
nahīṅ the ham kisī qābil jagah de dī hameṅ dil meṅ
kareṅ ham śhukriyā kaise ki rakh lī lāj mahafil meṅ
nā phūloṅ kī tamannā hai nā chāhat hai sitāroṅ kī
tumhāre pyār ke āge zarūrat kyā bahāroṅ kī
tumhārī bāṇhoṅ meṅ rahnā merā armān ho gayā
yāroṅ ab kyā hogā
zamīṅ kī tum nahīṅ lagtī kahāṇ se āī ho bolo
merī jāṇ husn pariyoṅ kā kahāṇ se lāī ho bolo
khudā ne khud banāyā hai hameṅ to āpkī khātir
ġhazal mujhko banāyā hai banākar āpko śhāyar
milan par jān-e-man apnā khudā hairān ho gayā
yāroṅ ab kyā hogā
sar-e-mahafil merā …