Title (Indic)हर दिल में नफ़रत भरी है ... तू मिले तो पूछूँ WorkSantan Year1976 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Mukesh Writer Verma Malik LyricsHindiहर दिल में नफ़रत भरी है कोई दिल साफ़ नहीं है मालिक तेरी सारी दुनिया में कहीं इंसाफ़ नहीं है तू मिले तो पूछूँ तुझसे क्या ये है न्याय तेरा दुनिया को दिए उजाले और मुझको दिया अँधेरा तू मिले तो पूछूँ … नेकी करने वालों को तो मिलती यहाँ बुराई है ख़ुदगर्ज़ी के तूफ़ानों में डूब गई सच्चाई है किसी की नगरी बस गई देखो किसी का लुट गया डेरा तू मिले तो पूछूँ … कितनी उमंगें लाए थे हम दिल में समेटकर ले जा ले आ रहे हैं हसरतें क़फ़न में लपेटकर अब किसपे करें भरोसा जब तूने ही मुँह फेरा दुनिया को दिए उजाले … तेरी झूठी दुनिया की हम सब दीवारें तोड़ चले तुझे मुबारक तेरी दुनिया हम तो दुनिया छोड़ चले मर कर भी न भूल सकेंगे हम एहसान ये तेरा तू मिले तो पूछूँ … Englishhar dil meṅ nafrat bharī hai koī dil sāf nahīṅ hai mālik terī sārī duniyā meṅ kahīṅ iṅsāf nahīṅ hai tū mile to pūchhūṇ tujhse kyā ye hai nyāy terā duniyā ko die ujāle aur mujhko diyā aṇdherā tū mile to pūchhūṇ … nekī karne vāloṅ ko to miltī yahāṇ burāī hai khudgarzī ke tūfānoṅ meṅ ḍūb gaī sachchāī hai kisī kī nagrī bas gaī dekho kisī kā luṭ gayā ḍerā tū mile to pūchhūṇ … kitnī umaṅgeṅ lāe the ham dil meṅ sameṭkar le jā le ā rahe haiṅ hasarteṅ qafan meṅ lapeṭkar ab kispe kareṅ bharosā jab tūne hī muṇh pherā duniyā ko die ujāle … terī jhūṭhī duniyā kī ham sab dīvāreṅ toṛ chale tujhe mubārak terī duniyā ham to duniyā chhoṛ chale mar kar bhī na bhūl sakeṅge ham ehsān ye terā tū mile to pūchhūṇ …