संसार से भागे फिरते हो भगवान को तुम क्या पाओगे
संसार से भागे फिरते हो
भगवान को तुम क्या पाओगे
इस लोग को भी अपना ना सके
उस लोक में भी पछताओगे
संसार से भागे फिरते हो
( ये पाप है क्या ये पुण्य है क्या
रीतों पर धर्म की मोहरें हैं ) -2
रीतों पर धर्म की मोहरें हैं
हर युग में बदलते धर्मों को
कैसे आदर्श बनाओगे
संसार से भागे फिरते हो
( ये भोग भी एक तपस्या है
तुम त्याग के मारे क्या जानो ) -2
तुम त्याग के मारे क्या जानो
अपमान रचेता का होगा
रचना को अगर ठुकराओगे
संसार से भागे फिरते हो
( हम कहते हैं ये जग अपना है
तुम कहते हो झूठा सपना है ) -2
तुम कहते हो झूठा सपना है
हम जनम बिता कर जायेंगे
तुम जनम गँवा कर जाओगे
संसार से भागे फिरते हो
भगवान को तुम क्या पाओगे
संसार से भागे फिरते हो
saṅsār se bhāge phirte ho
bhagvān ko tum kyā pāoge
is log ko bhī apnā nā sake
us lok meṅ bhī pachhtāoge
saṅsār se bhāge phirte ho
( ye pāp hai kyā ye puṇy hai kyā
rītoṅ par dharm kī mohreṅ haiṅ ) -2
rītoṅ par dharm kī mohreṅ haiṅ
har yug meṅ badalte dharmoṅ ko
kaise ādarśh banāoge
saṅsār se bhāge phirte ho
( ye bhog bhī ek tapasyā hai
tum tyāg ke māre kyā jāno ) -2
tum tyāg ke māre kyā jāno
apmān rachetā kā hogā
rachnā ko agar ṭhukrāoge
saṅsār se bhāge phirte ho
( ham kahte haiṅ ye jag apnā hai
tum kahte ho jhūṭhā sapnā hai ) -2
tum kahte ho jhūṭhā sapnā hai
ham janam bitā kar jāyeṅge
tum janam gṇvā kar jāoge
saṅsār se bhāge phirte ho
bhagvān ko tum kyā pāoge
saṅsār se bhāge phirte ho