Sang sang chaloongaa main banke teraa sajan

संग संग चलूंगा मैं बनके तेरा सजन्
Year
Language

संग संग चलूंगा मैं बनके तेरा सजन -2
आ तेरी मांग भर दूं ओ मेरी दुल्हन
संग संग चलूंगा …

कैसे कहूँ जान-ए-वफ़ा कितना मुझे प्यार दिया
तूने मेरी क़िस्मत को चाहत से संवार दिया
मेरी दुनिया मेरी मंज़िल नहीं लगता तेरे बिन दिल
ख़ुश्बू से तेरी महके मेरा बदन
संग संग चलूंगा …

अब है यही मेरा अरमां यूँ ही सदा तू हँसती रहे
पूरी करूं हर चाहत तेरी तू मुझसे अब जो भी कहे
मेरा सपना मेरी साँसें तुझे देखें मेरी आँखें
तेरे लिए है पागल ये मेरा मन
संग संग चलूंगा …

saṅg saṅg chalūṅgā maiṅ banke terā sajan -2
ā terī māṅg bhar dūṅ o merī dulhan
saṅg saṅg chalūṅgā …

kaise kahūṇ jān-e-vafā kitnā mujhe pyār diyā
tūne merī qismat ko chāhat se saṅvār diyā
merī duniyā merī maṅzil nahīṅ lagtā tere bin dil
khuśhbū se terī mahke merā badan
saṅg saṅg chalūṅgā …

ab hai yahī merā armāṅ yūṇ hī sadā tū hṇstī rahe
pūrī karūṅ har chāhat terī tū mujhse ab jo bhī kahe
merā sapnā merī sāṇseṅ tujhe dekheṅ merī āṇkheṅ
tere lie hai pāgal ye merā man
saṅg saṅg chalūṅgā …