San sanananan jaa jaa ree jaa ree jaa ree pavan

सन सनननन जा जा री जा री जा री पवन्
Work
Year
Language

सन सनननन सन सनननन
जा जा री जा री जा री जा री पवन
मेरे जैसा ढूँढ के ला मेरा सजन
सन सनननन …

ऐसा कहीं कोई नहीं
ऐसा हो तो शायद मैं कर लूँ मिलन
जा जा जा री पवन जा री पवन
सन सनननन …

आकाश है कोई प्रेम कवि
मैं उस की लिखी कविता ओ
मेरे जैसा कोई नहीं आया जग में युग बीता
छू न सके कोई मुझे
छू ले तो हाय लग जाए अगन
जा जा रे जा जा री पवन जा री पवन
सन सनननन …

मैं आप ही अपनी प्रेमिका
मैं आप ही अपनी सहेली हाँ
और नहीं कोई अपने जैसी
बस मैं एक अकेली
मैं आऊँ तो मैं जाऊँ तो
मुझ को देखे झुक के गगन
जा जा जा री पवन जा री पवन
सन सनननन …

san sanananan san sanananan
jā jā rī jā rī jā rī jā rī pavan
mere jaisā ḍhūṇḍh ke lā merā sajan
san sanananan …

aisā kahīṅ koī nahīṅ
aisā ho to śhāyad maiṅ kar lūṇ milan
jā jā jā rī pavan jā rī pavan
san sanananan …

ākāśh hai koī prem kavi
maiṅ us kī likhī kavitā o
mere jaisā koī nahīṅ āyā jag meṅ yug bītā
chhū na sake koī mujhe
chhū le to hāy lag jāe agan
jā jā re jā jā rī pavan jā rī pavan
san sanananan …

maiṅ āp hī apnī premikā
maiṅ āp hī apnī sahelī hāṇ
aur nahīṅ koī apne jaisī
bas maiṅ ek akelī
maiṅ āūṇ to maiṅ jāūṇ to
mujh ko dekhe jhuk ke gagan
jā jā jā rī pavan jā rī pavan
san sanananan …